Follow my blog with Bloglovin

Also Like

Humraaz OST Lyrics - Ali Zafar & Naveed Nashad | Har Pal Geo Tv Drama 2025

Humraaz OST Lyrics is a beautiful song from the new Pakistani drama Humraaz 2025 sung by Ali Zafar & Naveed Nashad and presented by Green TV Entertainment Label. The music for this captivating track Humraaz OST has been given by Wasif Nashad & Naqi Ali, with heartfelt lyrics penned by Qamar Nashad. The music video for Humraaz OST has been skillfully directed by Farooq Rind.


Humraaz OST Lyrics Ali Zafar & Naveed Nashad Har Pal Geo Tv Drama 2025


Humraaz OST Details: 

OST: Humraaz 
Drama: Humraaz 2025
Singers: Ali Zafar & Naveed Nashad
Music: Wasif Nashad & Naqi Ali 
Lyrics: Qamar Nashad 
Director: Farooq Rind
Music Label: Har Pal Geo

Humraaz OST Lyrics 

Dekhna hai wo jo dekha nahi,
Sochna hai wo jo socha nahi.
Sawaalon mein kya, khyaalon mein kya,
Andheron mein kya, ujaalon mein kya.

Tu dekhe mujhe fir bhi main ooo jal rahoon,
Main barbaad kar doonga ek din tera sukoon.
Mere dushmanon, main betaab hoon 
gunaah ka Tere azaab hoon

Teri har khushi hogi dushman meri,
Tujhe aansu khoon ke rulaaonga, main...
Na bach paayega tu mere waar se,
Tujhe mauka deke haraaoonga main....

Kahaani ke har mod par raaz hai,
Mere haathon mein teri har saans hai

Tu dekhe mujhe fir bhi main ooo jal rahoon,
Main barbaad kar doonga ek din tera sukoon
Mere dushmanon, main betaab hoon,
Gunaah ka tere azaab hoon 

Main Kya tha main, tune kya se kya kar diya,
Meri zindagi mein zehar bhar diya.
Na pachtawa hai ab, na gham hai mujhe,
Maine tera wo hashar kar diya.

Tu aabaad hoke bhi barbaad hai,
Tera har sitam aaj bhi yaad hai

Tu dekhe mujhe fir bhi main ooo jal rahoon,
Main barbaad kar doonga ek din tera sukoon.

Mere dushmanon mein betaab hoon,
Gunaah ka tere azaab hoon.

Dekhna hai wo jo dekha nahi,
Sochna hai wo jo socha nahi.

Written by: Qamar Nashad 


Humraaz Music Video



Arslan Khalid
Arslan Khalid
Arslan's blog isn't just about sharing knowledge and building a community. I actively engage with my audience, encouraging feedback and fostering discussions. Through my blog, I seek to inspire, empower, and entertain my readers, igniting their curiosity and encouraging them to explore new ideas.
Comments