Follow my blog with Bloglovin

Also Like

Shayar Lyrics - Faris Shafi & Zain Zohaib | VELO Sound Station 3

Shayar Lyrics is a beautiful song sung by Faris Shafi & Zain Zohaib and presented by the VELO Sound Station label. The music for this captivating track Shayar has been given by Zain Zohaib, with heartfelt lyrics penned by Faris Shafi, Khaqan Haider Ghazi, Sohail Shahzad.  


Shayar Lyrics Faris Shafi & Zain Zohaib VELO Sound Station 3


Shayar Song Details: 

Song: Shayar
Singers: Faris Shafi & Zain Zohaib
Music: Zain Zohaib
Lyrics: Faris Shafi, Khaqan Haider Ghazi, Sohail Shahzad
Music Label: VELO Sound Station

Shayar Lyrics 

Eh Mayray Shaoor E Zaat
Eh Mayray Shaoor E Zaat
Rasta Bananay Day
Rasta Banaanay Say
Rasta Banaanay Tak
Zindgai Ku Jeenay Say
Zindagi Ko Paanay Tak
Us Qubah Keh Uthnay Say
Us Qubah Keh Khulnay Tak
Ankh Kay Tamaazat Say
Hont Ki Haraarat Tak
Gaal Pay Laga Ghaaza
Hont Pay Lagi Laali
Khud Ba Khud Pigalnay Day
Khud Bakhud Pigalnay Say
Khud Bakhud Pigalnay Tak
Khud Bakhud Pigalnay Day
Haath Ki Lakeeroon Say
Rat Jagoon Keh Teeroon Say
Aur Aagay Jaanay
Aur Aagay Jaanay Say
Aur Aagay Jaanay Tak
Aur Aagay Jaanay Tak

Mere Paas Ao
Meri Baat Sun
Tujhay Kha Jaoon
Meri Sanson Main Sama Jao
Teri Sanson Main Sama Jaoon
Bas Chinta, Mat Karna
Matt Darna, Matt Larna
See You Are The People Of Love
Mujh Ko Tum Moqa Jo Do Ge Agar
Dekho Ab Chandni Raat Main
Tum Kharay Saath Mein
Dia Tere Haath Main
Andheri Raatoon Se Subho Ujalay Tak
Lafzon Ka Soch Se Safay Pe Anay
Aur Ik Mani Khul Ke To Ik Mana Paney Tak
Apni Ye Saari Museebat Ka Malba Do Mujhay
Dasso Fer Apni Samasiya, Main Doon Ga Hal
Menu Tu Dasseya Na Kar Teri Jalti Tapaseya
Ka Masla Samajh Geya Main
Tu Ne Nai Bachna Bhai Mere Baghair
Shighal Dupeher, Ho Jaye Na Ghatna
Asman Ke Rukne Se Zameen Pe Chalne Tak
Jhukne Se Zameen Pe Milne Tak
Phoolon Ki Kaliyon Ka Khilne Se
Zameen Pe Girne Se Pehle Hee
Chaadar Main Milne Tak

Ye Kahaani Hai Sur Ki
Meri Bhasha Ki Taqat Sun Li
Alfaaz Ka Sargam Hai Jo
Is Fankaar Ka Bharam Hai Wo
Meray Alfaz Ki Dhun Pe
Sab Nacho Baawa Chuk Kay
Aab Batain Baad Main Karna
Aaj Hai Meri Shaan Main Dharna
Chorus (Zain Zohaib)
Do Qadmaan Di Doori Saari
Apnay Aap Toun Apnay Tak
Aatish Paani Tayray Andar
Akhi Khol Tay Saamnay Tak
Do Qadmaan Di Doori Saari
Apnay Aap Toun Apnay Tak
Aatish Paani Tayray Andar
Akhi Khol Tay Saamnay Tak
Roop Wata Ke Phirda Ja
Bojh Utha Ke Phirda Ja
Tenu Sidha Rah Nahin Labna
Androon Mein Mukwan Tak
Do Qadmaan Di Doori Saari
Apnay Aap Toun Apnay Tak
Aatish Paani Tayray Andar
Akhi Khol Tay Saamnay Tak

Titli Ke Rangon Se Mein Duniya Saja Doon
Main To Jadoo Aisa Karoon Ke Tere Abbay Ko Rula Doon
Main To Barish Hotay Hee Saray Badalon Ko Bhaga Doon
Tere Ghar Bhijwa Ke Tere Sar Pe Gira Doon
Ammi Teri Mileen To Shikayatain Laga Doon
Beta Dekho Meri Body Main Hoon Kitna Commando
Mere Pajh Gaye Gwandi Main To Karta Karate
Tainu Paineh Chaideh Littar Kithey Ve Mera Slipper
Suno Meri Batain Mere Bolon Main Jo Jadu Hai
Wo Sachay Muchay Jhootay Waday Band Karo Jhooti Baatain
Mujhay Na Koi Boley Akay Tum Sab Kay Main Agay
Follow Karo Mujhay Aake Bolay Na Koi Mere Agay
Khabardar Jo Mere Agay Bolay Main To Choroon Ga Nai Tujhay
Maroon Bijli Ke Golay Mian Hoon Abu Tera
Beta Tu Hai Bilkul Hee Vela Tenu Pene Chaiday Chittar
Enu Fori Phar Ke La Wapis Eddar!

Do Qadmaan Di Doori Saari
Apnay Aap Toun Apnay Tak
Aatish Paani Tayray Andar
Akhi Khol Tay Saamnay Tak
Do Qadmaan Di Doori Saari
Apnay Aap Toun Apnay Tak
Aatish Paani Tayray Andar
Akhi Khol Tay Saamnay Tak

Written by: Faris Shafi, Khaqan Haider Ghazi, Sohail Shahzad


Shayar Music Video



Arslan Khalid
Arslan Khalid
Arslan's blog isn't just about sharing knowledge and building a community. I actively engage with my audience, encouraging feedback and fostering discussions. Through my blog, I seek to inspire, empower, and entertain my readers, igniting their curiosity and encouraging them to explore new ideas.
Comments