Eeja Lyrics is a beautiful song sung by Jubin Nautiyal and presented by Slow Music Label. The music for this captivating track Eeja has been given by Prasanna Suresh & Shubham Srivastava, with heartfelt lyrics penned by Neelesh Misra. The music video for Eeja has been skillfully directed by Bharat Kukreti.
Eeja Song Details:
Song: Eeja
Singer: Jubin Nautiyal
Music: Prasanna Suresh & Shubham Srivastava
Lyrics: Neelesh Misra
Director: Bharat Kukreti
Music Label: Slow Music
Eeja Lyrics
Eeja Ab Ke Na Aaunga Pahad Re
Ab Ke Na Aaunga Pahad
Eeja Ab Ke Na Aaunga Pahad Re
Ab Ke Na Aaunga Pahad
Doodh Se Malai Chhuti
Un Se Salai Chhuti
Tera Bhi Bawala Chhuta
Meri Parchhai Chhuti
Diya Sab Kis Ne Bigaad Re
Ab Ke Na Aaunga Pahad Re
Eeja Ab Ke Na Aaunga Pahad Re
Ab Ke Na Aaunga Pahad
Gadhero Mein Khele Jahan
Diye The Harle Jahan
Woh Shirt Pehan Ke Gaye
Dussehre Ke Mele Le Jahan
Ghaas Pe Bichha Ke Chaadar
Neembu Saane Baith Ke
Dafan Woh Ped Neeche
Lakhon Ke Flat Ke
Kaisi Badnaseebi Meri
Jaan Hai Nikal Gayi
Teri Ye Jaisi Bhi
Hai Bura Ko Kuchal Gayi
Reh Gaya Jeevan Ujaad Re
Ab Ke Na Aaunga Pahad
Eeja Ab Ke Na Aaunga Pahad Re
Ab Ke Na Aaunga Pahad
Paipan Lagate Hue
Haath Jo Phisal Gaya
Sochna Ki Peechhe Se
Main Fir Jhaska Ke Gaya
Pehan Ke Pichhoda Jab Woh
Thoda Sharmaagi
Gubti Jo Gaaye Baatein
Meri Hi Sunaayegi
Bhen Ki Jo Aayegi Baraat
Mein Na Hun Ga
Paper Mein Meri Khabar
Do Din Baad Aayegi
Ghar Pe Mera Naam Dena Pahad Re
Ab Ke Na Aaunga Pahaad
Dekh Mere Parbat
Nadi Mein Pighal Gaye
Lambi Lambi Car Waale
Pedon Ko Nigal Gaye
Eeja Teri Baat Nanda
Devi Se Jo Hovegi
Usy Na Batana
Woh Ye Dekh Kar Ke Rovegi
Sabne Pahad Ki Hai
Khai Jhoothi Kasmein
In Ko Nanda Devi
Kisi Taal Mein Dubovegi
Giddh Kar Gaye Re Cheer Phaad Re
Written by: Neelesh Misra