Mera Ishq Pakistan Lyrics is a beautiful song sung by Sahir Ali Bagga and presented by ISPR Official Label. The music for this captivating track Mera Ishq Pakistan has been given by Sahir Ali Bagga, with heartfelt lyrics penned by Ahmed Azeem.
![]() |
Mera Ishq Pakistan Song Details:
Song: Mera Ishq Pakistan
Singers: Sahir Ali Bagga
Music: Sahir Ali Bagga
Lyrics: Ahmed Azeem
Music Label: ISPR Official
Mera Ishq Pakistan Lyrics
Dharti Ye Jawan Daleero Ki
Hum Qaum Hain Bipre Sheron Ki
Ishq E Hussain Se Dharke Seene
Ali Ki Mauj Mein Jhoomte Hain
Yeh Watan Nahi, Imaan Hamara
Mitti Ko Hum Choomte Hain
Ae Dushman E Imaan Dekh Zara
Meri Qaum Ka Ek Ek Peer Jawaan
Teri Aankh Mein Daale Aankh Khara
Sar Baandh Kafan Ghar Se Nikla
Yeh Parbat Dharti Aur Dariya
Bas Yaad Rakhe Sab Mera Hai
Meri Mitti Ka Ek Ek Zarra
Bas Yaad Rakh, Sab Mera Hai
Meri Mitti Sufi Waliyon Ki
Meri Mitti Paak Shaheedon Ki
Mera Ishq Hai Zarb E Haider Sa
Mera Ishq Hai Galab Khabar Sa
Ae Dushman E Imaan
Sun Le Tu
Ae Dushman Imaan
Sun Le Tu
Jo Hum Se Kabhi Takraaye Ga
Mera Ishq Tujhe Kha Jaaye Ga
Mera Peer Jawan Batlaaye Ga
Hai Imaan Hai, Mera Ishq Pakistan Hai
Janoon Hai
Imaan Hai,
Mera Ishq Pakistan Hai
Janoon Hai
Imaan Hai,
Mera Ishq Pakistan Hai
Phir Aankh Uthi Hai Dushman Ki
Baatil Ne Qaum Ko Lalkaara
Taqdeer Ka Naara Sulga Kar
Haq Ki Shamshir Ko Lehrakar
Is Qaum Ke Har Ek Bete Sun
Dushman Ki Chaal Ko Ruswa Kar
Phir Uth Ke Nakaara Bajta Hai
Imaan Harart Karta Hai
Gazi Maaon Ne Pale Hai
Yeh Watan Ke Veer Jaayle Hain
Mera Ishq Sadiq O Waleed Sa Hai
Mera Ishq Hai Qasim O Zangi Sa
Ae Dushman E Imaan
Sun Le Tu
Ae Dushman E Imaan
Sun Le Tu
Jo Hum Se Kabhi Takraaye Ga
Mera Ishq Tujhe Kha Jaaye Ga
Mera Peer Jawan Batlaaye Ga
Janoon Hai
Imaan Hai,
Mera Ishq Pakistan Hai
Janoon Hai
Imaan Hai,
Mera Ishq Pakistan Hai
Janoon Hai
Imaan Hai,
Mera Ishq Pakistan Hai
Written by: Ahmed Azeem