Follow my blog with Bloglovin

Also Like

Ism-e-Yaraan OST Lyrics - Nabeel Shoukat & Nimra Mehra | Hum Tv Drama 2025

Ism-e-Yaraan OST Lyrics is a beautiful song from the new Pakistani drama Ism-e-Yaraan 2025 sung by Nabeel Shoukat & Nimra Mehra and presented by HUM TV Label. The music for this captivating track Ism-e-Yaraan OST has been given by Naveed Nashad, with heartfelt lyrics penned by Qamar Nashad. The music video for Ism-e-Yaraan OST has been skillfully directed by Tehseen Khan.


Ism-e-Yaraan OST Lyrics Nabeel Shoukat & Nimra Mehra Hum Tv Drama 2025


Ism-e-Yaraan OST Details: 

OST: Ism-e-Yaraan
Drama: Ism-e-Yaraan 2025
Singers: Nabeel Shoukat & Nimra Mehra
Music: Naveed Nashad
Lyrics: Qamar Nashad
Director: Tehseen Khan
Music Label: HUM TV

Ism-e-Yaraan OST Lyrics 

Rab Kolon Manga Teri Khair Yaraan Ve
Mujh Se Na Jaana Kabhi Durr

Tujh Ko Hi Chaaha Maine 
Apni Duaaon Mein

Tu Hi Mere Dil Ka Suroor

Jiyon Bas Tere Saath Main 
Toh Chhorun Kainaat Main

Mujhe Apni Nigahon Mein Rakhna Huzoor

Mujh Se Na Jana Kabhi Door
Mujh Se Na Jana Kabhi Door

Ranjhan Ranjhan Kardi Kardi
Aapay Main Ranjha Hoyi

Kamlay Naina Hijr Wich Ronday
Main Lagdi Aa Moyi

Ishq Ne Hum Ko Dagh Diye Hain
Tanha Jiye Gein Hum Sada Haan

Pyar Mohabbat, Baatain Kitabi
Naam Ki Hoti Hai Wafa

Kehna Dil Ye Mera Chahe
Hum Woh Galiyan Chhor Aaye

Hota Hai Kahaan Bharosa Zindagi Ka

Ishq Toh Hota Hai Fitoor
Kehna Hai Tumse Ye Zaroor

Manzil Ka Raasta Dhoondhtay Hain Woh 
Jin Ka Nahi Ho Kaarwan

Zindagi Safar Hai, Ek Bhanwar Hai
Milta Kinara Hai Kahaan

Dil Hai Beqaraar Mera Phir Bhi Intezaar Tera
Mujh Ko Gham Diya Hai Tune Umr Bhar Ka

Mujh Se Hua Hai Kya Qasoor?

Mujh Se Na Jana Kabhi Durr
Mujh Se Na Jana Kabhi Durr
Mujh Se Na Jana Kabhi Durr


Written by: Qamar Nashad


Ism-e-Yaraan OST Video



Arslan Khalid
Arslan Khalid
Arslan's blog isn't just about sharing knowledge and building a community. I actively engage with my audience, encouraging feedback and fostering discussions. Through my blog, I seek to inspire, empower, and entertain my readers, igniting their curiosity and encouraging them to explore new ideas.
Comments