Karbala Walo Lyrics is a beautiful Noha recited by Mir Hasan Mir is presented by the Mir Hasan Mir label. This creative noha is composed by Janab Raza Shah, and the lyrics are beautifully penned by Mir Takallum Mir.
Karbala Walo Details:
Noha: Karbala Walo
Reciter: Mir Hasan Mir
Composed by: Janab Raza Shah
Lyrics: Mir Takallum Mir
Label: Mir Hasan Mir
Karbala Walo Lyrics
Ya Hussain
Ya Hussain
Ya Hussain
Ya Hussain
Ya Hussain
Ya Hussain
Karbala walo
Haaye Karbala walo
Tumhara ghum rahe zinda hamesha
Karbala walo
Tumhara ghum rahe zinda hamesha
Karbala walo
Tumhara ghum rahe zinda hamesha
Tumhara Gham rahe zinda hamesha
Karbala walo
Duaayein deti hai tum sabko Zahra
Karbala walo
Tumhara ghum rahe zinda hamesha
Karbala walo
Tumhara ghum rahe zinda hamesha
Karbala walo
Lahu mein doob kar apne
kiya sehrab darya ko
Lahu mein doob kar apne
kiya sehrab darya ko
Tumhare pyaas ka ab tak hai charcha
Karbala walo
Duaayein deti hai tum sabko Zahra
Karbala walo
Tumhara ghum rahe zinda hamesha
Karbala walo
Koi pyaasa nahi duniya
mein ab itni sabeely hai
Koi pyaasa nahi duniya
mein ab itni sabeely hai
Tumhara ho gaya sara zamana
Karbala walo, Karbala walo
Pehchaan Karbala ke
Tune tou dekhe honge
utre the is zameen par
Arsh-e-bari ke taare
Hum apne marne walon ka
bhi gham karte nahi Ismein
Hum apne marne walon ka
bhi gham karte nahi Ismein
Muharram hai tumhara Aur rahega
Karbala walo
Duaayein deti hai tum sabko Zahra
Karbala walo
Tumhara ghum rahe zinda hamesha
Karbala walo
Imam-e-Asr se keh do
Kisi surat chale aaye
Imam-e-Asr se keh do
Kisi surat chale aaye
Are Sakina Shaam mein ab tak hai tanha
Karbala walo
Tumhara ghum rahe zinda hamesha
Karbala walo
Khuda par baat aa jaye
to sar pyara nahi karte
Khuda par baat aa jaye
to sar pyara nahi karte
Sikhaya tumne ye sabko saleeqa
Karbala walo
Duaayein deti hai tum sabko Zahra
Karbala walo
Tumhara ghum rahe zinda hamesha
Karbala walo
Tumhare naam ki majlis
har ek shaadi mein hoti hai
Tumhare naam ki majlis
har ek shaadi mein hoti hai
Khushi mein bhi tumhara ghum hai taaza
Karbala walo
Tumhara ghum rahe zinda hamesha
Karbala walo
Tumhara naam rahe zinda hamesha
Karbala walo
Tumhara marte dam tak
raasta takti rahi Sugra
Tumhara marte dam tak
raasta takti rahi Sugra
Madine tum nahi aaye dobara
Karbala walo
Tumhara ghum rahe zinda hamesha
Karbala walo
Are na jaane kitne din karti rahi hai dhoop sehra ki
Na jaane kitne din karti rahi hai dhoop sehra ki
Tumhare bekafan laashon pe saaya
Karbala walo
Duaayein deti hai tum sabko Zahra
Karbala walo
Tumhara ghum rahe zinda hamesha
Karbala walo
Ali ki betiyon ke saath patthar tumne khaaye hain
Ali ki betiyon ke saath patthar Tumne khaaye hain
Gaye neezon pe tum Shaam-e-toofan
Karbala walo
Tumhara ghum rahe zinda hamesha
Karbala walo
Are kahin paani pilane par
Takallum ko bhi rakh lena
Kahin Paani pilane par
Takallum ko bhi rakh lena
Jahaan mein aaoge jab tum dobara
Karbala walo
Duaayein deti hai tum sabko Zahra
Karbala walo
Tumhara ghum rahe zinda hamesha
Karbala walo
Written by: Mir Takallum Mir