Follow my blog with Bloglovin

Also Like

Ek Jhooti Kahani OST Lyrics - Bitrees & Zara Madani | New Hum Tv Drama 2025

Ek Jhooti Kahani OST Lyrics is a beautiful song from the new Pakistani drama Ek Jhooti Kahani 2025 sung by Bitrees & Zara Madani and presented by Hum Tv Label. The music for this captivating track Ek Jhooti Kahani OST has been given by Shuja Haider, with heartfelt lyrics penned by Shuja Haider. The music video for Ek Jhooti Kahani OST has been skillfully directed by Shehrazade Sheikh. 


Ek Jhooti Kahani OST Lyrics Bitrees & Zara Madani New Hum Tv Drama 2025


Ek Jhooti Kahani OST Details: 

Song: Ek Jhooti Kahani
Drama: Ek Jhooti Kahani 2025
Singers: Bitrees & Zara Madani
Music: Shuja Haider
Lyrics: Shuja Haider
Director: Shehrazade Sheikh
Music Label: Hum Tv

Ek Jhooti Kahani OST Lyrics 

Yeh Sochta Tha
Yunhi Jaye Gi Guzar

Chal Diye Wahan 
Jahan Pe Le Gayi Dagar

Ke Asmaan Zameen Ka Rang Ek Tha, 
Main Khud Se Bekhabar Fikr Mein Mubtala

Phir Ek Din Tu Mil Gyi 
Yeh Zindagi Sambhal Gyi
Safar Taweel Ko 
Taman Kardiya

Ke Apna Dil 
Tere Naam Kardia

Yeh Ailaan Sare-Aam Kardiya

Jhoot Moot Ka Tha 
Rishta Tera Mera

Magar Naseeb Ne 
Kya Kaam Kardia

Roz Roz Ki Yeh
Bewajah Ki Mastiyan

Ird-Gird Shor-O-Ghul Tha 
Aur Main Darmiyan

Der Se Tu Mila, 
Magar Mila Tou Sahi

Dhoop Ko Suhani 
Shaam Kardia

Apna Dil 
Tere Naam Kardia

Yeh Ailaan Sare-Aam Kardiya

Jhoot Moot Ka Tha 
Rishta Tera Mera

Magar Naseeb Ne 
Kya Kaam Kardia

Mohabbaton Se Hai 
Buna Hua Hai Yeh Mera Ashiyana

Dar-O-Deewaron Pe 
Likhi Hain An Ginnat Kahaniyan

Meri Nazar Se Dekho 
Tou Bharakti Yeh Nadaniyan

Be Lagaam Tahalti 
Yahan Jawaniyan

Sab Ke Apne Apne Khwaab, 
Har Sawaal Ka Jawaab

Mera Ishq 
La Mahaal Kardia

Apna Dil 
Tere Naam Kardia

Yeh Ailaan Sare-Aam Kardiya

Jhoot Moot Ka Tha 
Rishta Tera Mera

Magar Naseeb Ne 
Kya Kaam Kardia


Written by: Shuja Haider


Ek Jhooti Kahani OST Video



Arslan Khalid
Arslan Khalid
Arslan's blog isn't just about sharing knowledge and building a community. I actively engage with my audience, encouraging feedback and fostering discussions. Through my blog, I seek to inspire, empower, and entertain my readers, igniting their curiosity and encouraging them to explore new ideas.
Comments