Follow my blog with Bloglovin

Also Like

Mohra OST Lyrics - Yashal Shahid | Har Pal Geo Drama 2025

Mohra OST Lyrics is a beautiful song from the new Pakistani drama Mohra 2025 sung by Yashal Shahid and presented by Har Pal Geo Label. The music for this captivating track Mohra OST has been given by Alex Shahbaz, with heartfelt lyrics penned by Yashal Shahid & Zaheer Zarf. The music video for Mohra OST has been skillfully directed by Mohsin Mirza. 


Mohra OST Lyrics Yashal Shahid Har Pal Geo Drama 2025


Mohra Song Details: 

OST: Mohra
Drama: Mohra 2025
Singers: Yashal Shahid 
Music: Alex Shahbaz
Lyrics: Yashal Shahid & Zaheer Zarf 
Director: Mohsin Mirza 
Music Label: Har Pal Geo

Mohra OST Lyrics 

Tere Saath Guzarne The Lamhe Jo Mere
Badle Se Ab Lagne Lage Rishte Kyun Tere

Is Dil Ko Kya Samjhaoon Main 
Kaise Behlaoon Ke
Jhoothi Thi Wafa

Ab Kaanton Par Hi Chalna Hai, 
Khud Mein Hi Jalna Hai 
Kaisi Ye Saza

Anjaam Mohabbat Ka
Aasaan To Kar Jaate
Mehsoos Na Ho Dil Ko 
Tum Aise Badal Jaate

Khwaab Parinde Meri
Aankhon Se Urh Jaate Hain
Pinjre Mein Bas
Yaadon Ke Kuch Zakhm Reh Jaate Hain
Kuch Zakhm Reh Jaate Hain

Banjar Se Jo Ye Sapne Hain, 
Ye Bhi Kab Apne Hain
Jhoothi Har Dua

Khaali Khaali Sab Raste Hain 
Jo Mujh Pe Hanste Hain
Badli Har Disha

Anjaam Mohabbat Ka
Aasaan To Kar Jaate
Mehsoos Na Ho Dil Ko  
Tum Aise Badal Jaate

Jo Zakhm Hai Seene Mein
Use Bharne Nahi Dena
Tujhe Dard To Dena Hai, 
Tujhe Marne Nahi Dena

Tujhe Aansu Aansu Rona Hai, 
Apno Ko Khona Hai
Yahi Teri Saza 

Anjaam Mohabbat Ka
Aasaan To Kar Jaate
Mehsoos Na Ho Dil Ko 
Tum Aise Badal Jaate

Anjaam Mohabbat Ka
Aasaan To Kar Jaate
Mehsoos Na Ho Dil Ko 
Tum Aise Badal Jaate


Written by: Yashal Shahid & Zaheer Zarf 


Mohra OST Details



Arslan Khalid
Arslan Khalid
Arslan's blog isn't just about sharing knowledge and building a community. I actively engage with my audience, encouraging feedback and fostering discussions. Through my blog, I seek to inspire, empower, and entertain my readers, igniting their curiosity and encouraging them to explore new ideas.
Comments