Follow my blog with Bloglovin

Also Like

Yeh Zindagi Hai Lyrics - King | Shayad Koi Na Sune 2025

Yeh Zindagi Hai Lyrics is a beautiful song from the new movie Shayad Koi Na Sune 2025 sung by King presented by King label. The music for this captivating track Yeh Zindagi Hai has been given by Bharg, with heartfelt lyrics penned by King. The music video for Yeh Zindagi Hai has been skillfully directed by Tushar Ronak. 


Yeh Zindagi Hai Lyrics King Shayad Koi Na Sune 2025


Yeh Zindagi Hai Song Details: 

Song: Yeh Zindagi Hai
Album: Shayad Koi Na Sune 2025
Singers: King
Music: Bharg
Lyrics: King
Director: Tushar Ronak
Music Label: King

Yeh Zindagi Hai Lyrics 

Main haara jaau
Na tera saath mila

Makaan kya banau
Jo ghar barbaad mila

Main hass bhi na paau
Ehsaas ye ab kyu na raha
Main kise batau
ke dil mera kitna dukh raha

Yeh zindagi hai
Katt rahi hai
Main jee raha hu
Jaisi bhi hai

Jitna pakdu
Utni bhaage
Ulta mujh pe
Hass rahi hai

Yeh zindagi hai
Katt rahi hai
Main jee raha hu
Jaisi bhi hai

Jitna pakdu
Utni bhaage
Ulta mujh pe
Hass rahi hai

Agar kabhi gira paao mujhe
Gale se laga lena
Na puchna mujhse haal-e-wajah
Koi apna mera hoga

Yun bhej na zamin pe
Tere bando mein bachi wafa nahi

Main thak chuka hu
Ek tarfa pyaar karlu na wajah rahi

Main ghar kya hi jaau
Na ghar pe pyaar mila

Main fir hi raha hun
Tabhi sansaar mila

Main kise sunaau
Ye chalta rahega silsila

Main gaata jaau
Aur sang mere gaaye kaafila

Yeh zindagi hai
Katt rahi hai
Main jee raha hu
Jaisi bhi hai

Jitna pakdu
Utni bhaage
Ulta mujh pe
Hass rahi hai

Yeh zindagi hai
Katt rahi hai
Main jee raha hu
Jaisi bhi hai

Jitna pakdu
Utni bhaage
Ulta mujh pe
Hass rahi hai

Yeh zindagi hai
Yahin toh zindagi hai
Yeh zindagi hai
Yahin toh zindagi

Written by: King


Yeh Zindagi Hai Music Video

Arslan Khalid
Arslan Khalid
Arslan's blog isn't just about sharing knowledge and building a community. I actively engage with my audience, encouraging feedback and fostering discussions. Through my blog, I seek to inspire, empower, and entertain my readers, igniting their curiosity and encouraging them to explore new ideas.
Comments