Fana Lyrics - Hasan Raheem & Jj47 | New Song 2024
Fana Lyrics is a beautiful song sung by Hasan Raheem & Jj47 presented by Hasan Raheem Music label. The music for this captivating track Fana has been given by Abdullah Kasumbi, with heartfelt lyrics penned by Hasan Raheem & Jj47. The music video for Fana has been skillfully directed by Skeptic Boi.
Fana Song Details:
Song: Fana
Singer: Hasan Raheem & Jj47
Music: Abdullah Kasumbi
Lyrics: Hasan Raheem & Jj47
Director: Skeptic Boi
Music Label: Hasan Raheem Music
Fana Lyrics
Teri kurbat kay maaarey phirain
Pyaas bhujay na maikhaney main
Aas teri hathon ki laqeer
Se miljana main tanha haqeer
Dil ki aatish ka to poocho na
Kia sochay ye teray baarey main
Qaraar iska teri ik nazar
Saaya lay kinarey main teray
Batein karta teri sunta nai ye meri
Gardeshain la jawaab haari himmat nai
Itna parwa teri sirf mujko sahi
Sirf mujko sahi
Is tarah is tarah tum nikal jana meray haath say
Tumpe fana
Ham hain na
Na dil jala
Na dil jala
Ik arsa hua hai hamie dil ki deewaron pe tera naam pathar ki tarha tarashtey
Musawwir huye tujhe din main sawartey
Raat bhar phir kesay dekh k guzartey
Hamie dekho kesi saadgi sey hathon sey apney khud ki adatien bigartey
Phir bhi lagey koi reh gayi kami
Aik shab aur guzri tujhko nikhartey
Ab Hath main lagey koi safai nahi bachi
Wo sehai nahi bachi
Wo likhai nahi bachi
K dawa ban kr ao
Ab dawai nahi bachi
Tera sath hai gumaan main
Tanhai nahi bachi
Woah!
Mujhe aik aur waja chahiye aik saza chahiye k fana na hon
Tum ban chukey kehney ko mere liye Kya
Kay ab dartey hain hamsey Gunah na ho
Ab Dil-lagi ka to dil Gawa hai
Udta pirhta jo Kya dil hawa hai
Mujhe pata mere dil ki to dil saza hai
Dil hi janey dil ko Kya baddua hai
Hum kesay kesay marz liye bethey
kehney ko to aik hi bs arz liye bethey
Ab ao bethey baat to kro
Hum kaunsa tumsey koi Qarz liye bethey
Tumpe fana
Ham hain na
Na dil jala
Na dil jala
Written by: Hasan Raheem & Jj47