Payal Lyrics – Paradox & Yo Yo Honey Singh | Glory 2024
Payal Lyrics is the beautiful song from the new album Glory 2024 Sung by Paradox, Yo Yo Honey Singh and presented by T-Series. The music for this creative song is given by Yo Yo Honey Singh and lyrics by Paradox.
Payal Song Details
Song: Payal
Album: Glory
Singers: Paradox, Yo Yo Honey Singh
Lyrics: Yo Yo Honey Singh
Music: Yo Yo Honey Singh
Music Label: T-Series
Payal Lyrics
Haa Ye Ye Ye
Meri Jaan Baandh Rakhi Tune Payal Mein
Har Kadam Tera Kare Mujhe Ghayal Hai
Are Hum To Maaluli Se Gayak The
Tujhe Dekh Ke Hi To Hue Shayar Hain
Yeh Jo Hum Pe Chhaye Hue Badal Hain
Pehle Dikhe Na Kabhi The Pure Saawan Mein
Raza Teri Razamandi Mein Shaamil Hain
Tere Hukum Sar Aankhon Pe Kaayal Hain
Haa Tu Kehde Agar
Uthega Nahi Tere Kaandhe Se Sar
Sab Beasar
Tere Ishq Jaisa Maine Kabhi
Dekha Nahi Marz
Tera Mujhpe Hai Karz
Chukaana Padega Jo
Mujhe Shat Pratishat
Kya Kiya Ye Hashrat
Teri Aakhon Ne Bhi
Chhodi Naa Koi Bhi Kasar
Meri Jaan Baandh Rakhi Tune Payal Mein
Har Kadam Tera Kare Mujhe Ghayal Hai
Are Hum To Maaluli Se Gayak The
Tujhe Dekh Ke Hi To Hue Shayar Hain
Yeh Ho Hum Pe Chhaye Hue Badal Hain
Pehle Dikhe Na Kabhi The Pure Saawan Mein
Raza Teri Razamandi Mein Shaamil Hain
Tere Hukum Sar Aankhon Pe Kaayal Hain
Meri Jaan Tu Karle Gunaah
Vaardaatein Sambhal Jaati Hain
Tere Liye Kya Sharam Kya Haya
Tu Paani Hai
Kaise Bhi Dhal Jaati Hai
Kya Adaah Teri Hai Bepanah
Jo Dil Mein Mere
Ghar Kar Jaati Hai
Kisi Se Bhi Chhup Na Saka
Iraade Tu Chehre Se Padh Jaati Hai
Haan Paagal Hain
Pichhe Tere Jhumke Aur Tere Kaajal Ke
Tere Aanchal Ke Kya
Dil Se Bhi Hum Tere Baahar Hain
Ye Na Wazib Hai
Nakhre Tere Ye Naa Jaayaz Hain
Ye Jaayaz Hain
Tere Haq Hi To Banta Hai Shaayad Se
Meri Jaan Baandh Rakhi Tune Payal Mein
Har Kadam Tera Kare Mujhe Ghayal Hai
Are Hum To Maaluli Se Gayak The
Tujhe Dekh Ke Hi To Hue Shayar Hain
Yeh Ho Hum Pe Chhaye Hue Badal Hain
Pehle Dikhe Na Kabhi The Pure Saawan Mein
Raza Teri Razamandi Mein Shaamil Hain
Tere Hukum Sar Aankhon Pe Kaayal Hain
Hum Razamand Are
Tu Bhi Toh Ban
Tu Hai Udti Patang
Main Hun Jogi Malang
Is Mard Ki Tu Iklauti Pasand
Mat Kar Ye Jatan
Na Dikha Tu Badan
Mujhe Chahiye Teri Soul
Chahiye Tera Dil
Mera Ek Hi Hai Goal
Kalli Kitte Mil
Jo Bhi Tu Bol
Bas Fatne De Bill
Gates Tu Khol
Babby Lemme In
Bhai Mera Yo Yo
Tu Meri Makhna
Kadam Tu Tere
Sambhal Ke Rakhna
Takhne Mein Paayal
Paayal Mein Meri Jaan
Meri Jaan Hai Tu
Isme Koi Shaq Naa
Shaq Naa Tu Kar
Shadte Tu Maaika
Honeymoon Pe
Chalenge Jamaika
Jamaaica
Chalenge Jamaaica
Banu Main Jamaai
Teri Maai Ka
Written By: Paradox
No comments: