Nazrein Lyrics - Hommie Dilliwala | I Am Home 2024
Nazrein Lyrics is a beautiful song from the new album I Am Home 2024 sung by Hommie Dilliwala presented by Hommie Dilliwala Music Label. The music for this captivating track Nazrein has been given by Bass Yogi & Hommie Dilliwala, with heartfelt lyrics penned by Hommie Dilliwala. The music video for Nazrein has been skillfully directed by Shubh Verma.
Nazrein Song Details:
Song: Nazrein
Album: I Am Home 2024
Singer: Hommie Dilliwala
Lyrics: Hommie Dilliwala
Music: Bass Yogi & Hommie Dilliwala
Director: Shubh Verma
Music Label: Hommie Dilliwala Music
Nazrein Lyrics
Kar kar tarle
Mar mar margaye
Dil me toh ho par
Nazron se gir gaye
Jab kabhi ho jo
Dhoke ki baatein
Kyu nazar ho aate
Tum nazrein churate
Mujhe laga tha nazrein lag gayi thi
Hume kisi ki nazrein lag gayi thi
Par sach toh ye tha
Teri kisi se Nazrein lad gayi thi
Mujhe laga tha nazrein lag gayi thi
Hume kisi ki nazrein lag gayi thi
Par sach toh ye tha
Teri kisi se Nazrein lad gayi thi
Maanfi toh dedu par pyaar nahi de paunga
Dil-e-anxiety ko mai kaise rok paunga
Kitna samjhu tujhko kitna khud ko samjhaunga
Rona nahi aa raha par hass bhi nahi paunga
Tere pasand ke colour ki jo li thi neyi wali gaadi
Kisko usme bitha ke gaane ab sunaunga
Moving on sounds easy but it’s f not
Kar kar tarle
Mar mar margaye
Dil me toh ho par
Nazron se gir gaye
Jab kabhi ho jo
Dhoke ki baatein
Kyu nazar ho aate
Tum nazrein churate
Mujhe laga tha
Mujhe laga tha nazrein lag gayi thi
Hume kisi ki nazrein lag gayi thi
Par sach toh ye tha
Teri kisi se Nazrein lad gayi thi
Hothon pe nakli hassi ki parth hai
Tu hee sach mera tu hee Arth hai
Jo iss duniya me meri naa hui
Toh Earth pe aana vayarth hai
Kya kami reh gayi jo tu meri nahi hui
Tere hothon pe jachti thi hassi meri di hui
Kya tu samajh bhi paati hai baatein meri ki hui
Meri gardan pe jachti thi nishaani teri di hui
Overthinking ki dukaan hai hum janaab
Har khayal pe kaabu kar ke baithe aap
Ab dil ko kya de paunga jawaab
Ye aap hee bata do na janaab
Kar kar tarle
Mar mar margaye
Dil me toh ho par
Nazron se gir gaye
Jab kabhi ho jo
Dhoke ki baatein
Kyu nazar ho aate
Tum nazrein churate
Mujhe laga tha
Mujhe laga tha nazrein lag gayi thi
Hume kisi ki nazrein lag gayi thi
Par sach toh ye tha
Teri kisi se Nazrein lad gayi thi
Hommie
Hommie tere liye
Hommie tera wala
Hommie dilliwala
Written by: Hommie Dilliwala