Tu Bhi Sataya Jayega Lyrics - Vishal Mishra | New Hindi Song 2024
Tu Bhi Sataya Jayega Lyrics is a beautiful song sung by Vishal Mishra presented by Universal Music India Label. The music for this captivating track Tu Bhi Sataya Jayega has been given by Vishal Mishra, with heartfelt lyrics penned by Vishal Mishra & Kaushal Kishore. The music video for Tu Bhi Sataya Jayega has been skillfully directed by Navjit Buttar.
Tu Bhi Sataya Jayega Song Details:
Song: Tu Bhi Sataya Jayega
Singer: Vishal Mishra
Music: Vishal Mishra
Lyrics: Vishal Mishra & Kaushal Kishore
Director: Navjit Buttar
Music Label: Universal Music India
Tu Bhi Sataya Jayega Lyrics
Ye jo jagah jagah dard ki kahaniyaan sunata hai
Ye jo jagah jagah dard ki kahaniyaan sunata hai
Farebi hai ,sab jhooth batata hai
Toda jayega tu bhi toda jayega,
meri tarah tu bhi chhoda jayega
Toda jayega tu bhi toda jayega,
meri tarah tu bhi chhoda jayega
Kitno ke dil barbaad karega,
aag lagayega
Tu sach mein kitna behaya hai,
sach ye saamne aayega
Tune bada sataya hai mujhe ja,
tu bhi sataya jayega
Haaye bada rulaya hai mujhe ja,
tu bhi rulaya jayega
Tune bada sataya hai mujhe ja,
tu bhi sataya jayega
Kitno ko seene se lagaya, meri tarha saath sulaya
Kitno ko seene se lagaya, meri tarha saath sulaya
Aankhon mein teri paani nahi hai,
sabko tune kitna rulaya
Isse sharm na aayegi zara bhi,
baaz na aayega
Tu sach mein kitna behaya hai,
sach ye saamne aayega
Haaye bada sataya hai mujhe ja,
tu bhi sataya jayega
Jana bada rulaya hai mujhe ja,
tu bhi rulaya jayega
Tune bada sataya hai mujhe ja,
tu bhi sataya jayega
Kitno ko hai maara,
jeete ji haan tune
Khaab dikhaye pehle,
phir khaab unhi se cheene
Tujhko to pata hai ,
hota haan khuda hai
Muh kaise dikhlayega,
haaye bada
Haaye bada sataya hai mujhe ja,
tu bhi sataya jayega
Tune bada rulaya hai mujhe ja,
tu bhi rulaya jayega
Tune bada sataya hai mujhe ja,
tu bhi sataya jayega
Jab tak jee rahi hoon ye dua karti hoon
Jab tak jee rahi hoon ye dua karti hoon
Tu har roz mare, main jis tarah marti hoon
Written by: Vishal Mishra & Kaushal Kishore
No comments: