Dhokebazi Lyrics - Shradha Mishra | New Hindi Song 2024
Dhokebazi Lyrics is a beautiful song sung by Shradha Mishra and presented by Zee Music Company label. The music for this captivating track Dhokebazi has been given by Sachin-Jigar, with heartfelt lyrics penned by Priya Saraiya. The music video for Dhokebazi has been skillfully directed by Huzefa Qaiser.
Dhokebazi Song Details:
Song: Dhokebazi
Singer: Shradha Mishra
Music: Sachin-Jigar
Lyrics: Priya Saraiya
Director: Huzefa Qaiser
Music Label: Zee Music Company
Dhokebazi Lyrics
Tareef Meri Waise To Karta Hai
Par Jaake Naina Kahin Aur Ladaaye (Kahin Aur Ladaaye)
Kehta Hai Dil Mera Samandar Sa
Paani Mein Phir Kyun Aag Lagaaye
Maana Aazaad Parinda Hoon
Kabhi Hawa Mein Bhatak Jaoon
Maana Aazaad Parinda Hoon
Kabhi Yahan Wahan Main Bhatak Jaoon
Meri Jahe Dil Ki Nadani
Meri Jahe Dil Ki Nadani
Tu Samajh Nahi Ise Bemani
Hai Haye Re Hai Re Teri Dhokhebaazi
Bemanio Se Nahi Hoon Main Raazi
Hai Haye Re Hai Re Teri Dhokhebaazi
Mehngi Padegi Tujhko Ye Narazi
Hai Haye Re Teri Dhokhebaazi...
Badi Der Se Aaye (Aaye)
Aur Baatein Banaye (Acha)
Wo Kehta Hai Koi Yaar Purana Mil Gaya
Badi Bholi Bhaali (Bholi Bhaali)
Phir Shakal Banaye (Haan Ji)
Wo Soche Mujh Pe Har Nishana Chal Gaya
Tujhse Pehle Na Koi
Na Tere Baad Ho Koi
Le Kasam Deta Hoon Ke
Humse Phir Na Hogi Gustaakhi
Hai Haye Re Hai Re Teri Dhokhebaazi
Bemanio Se Nahi Hoon Main Raazi
Hai Haye Re Hai Re Teri Dhokhebaazi
Mehngi Padegi Tujhko Ye Narazi
Hai Haye Re Teri Dhokhebaazi...
Na Tou Meri Jaan Maan Ja
Ya Jaan Ja Jaan Meri Le Ja
Seena Dushwaar Kare
Tera Pyaar Chahe
Tou Imtehaan Le Ja
Na Doongi Tujhe Mauka
Ke Phir Se Tu De Paaye Dhokha
Jhoothe Waadon Pe Yakeen Karne Se
Mere Dil Ko Hai Roka
Ho Hai Haye Re Hai Re Teri Dhokhebaazi
Haan Kab Tak Chalegi Teri Ye Narazi
Hai Haye Re Hai Re Teri Dhokhebaazi
100 Jhooth Keh Ke Kar Gaya Tu Raazi
Hai Haye Re Hai Re Teri Dhokhebaazi
Bemanio Se Nahi Hoon Main Raazi
Written by: Priya Saraiya

No comments:
Post a Comment