Dil Awaara Title Track Lyrics - Shaan | Dil Awaara 2024
Dil Awaara Title Track Lyrics is a beautiful song from the new movie Dil Awaara 2024 sung by Shaan and presented by White Hill Music label. The music for this captivating track Dil Awaara Title Track has been given by Nabz, with heartfelt lyrics penned by Youngveer. The music video for Dil Awaara Title Track has been skillfully directed by Samar Singh Chauhan.
Dil Awaara Title Track Song Details:
Song: Dil Awaara Title Track
Movie: Dil Awaara 2024
Singers: Shaan
Music: Nabz
Lyrics: Youngveer
Director: Samar Singh Chauhan
Music Label: White Hill Music
Dil Awaara Title Track Lyrics
Apni hi hasti mein
Apni hi masti mein
Koi ashiaana chahoon na
Khush hoon apni basti mein
Basti mein basti mein
Basti mein basti mein
Ab chorh chukey hain ghar
Ho gya hai shuru safar
Mujhey mil chuki hai manjil
Sapno ki kashti mein
Kashti mein kashti mein
Kashti mein kashti mein
Mousmon ki tarah main badlta hi raha
Aawara main aawara
Na kisi ka sahara
Na kisi ne pukara
Main chalta hi raha
Aawara main aawara
Na kisi ka sahara
Na kisi ne pukara
Main chalta hi raha
Aawara main aawara
Aawara main aawaraaa
Saari hi zindgi mujh ko di yeh saza
Kyu ki thi maine zamaaney ki parwaah
Najaane aaya kahaan se ab yeh housla
Khush hun main aajkal
Khushio mein gumshuda
Khushio mein gumshuda
Khushio mein gumshuda
Chal diye hain hum udhar
Lejaye hawa jidhar
Aashiq hain manzilon ke
Raston ka na koi dar
Raston ka na dar
Raston ka
Raston ka na dar
Khwaabon ke pinjre mein
Dil jalta hi raha
Aawara main aawara
Na kisi ka sahara
Na kisi ne pukara
Main chalta hi raha
Aawara main aawara
Na kisi ka sahara
Na kisi ne pukara
Main chalta hi raha
Aawara main aawaraa
Ho oh ho oh
Aawara main aawara
Ho oh ho oh
Written by: Youngveer

No comments:
Post a Comment