Rooh Lyrics - Yo Yo Honey Singh & Hritu Zee | New Hindi Song 2024
Rooh Lyrics is a beautiful song sung by Yo Yo Honey Singh & Hritu Zee presented by T-Series Label. The music for this captivating track Rooh has been given by Yo Yo Honey Singh, with heartfelt lyrics penned by The Shams & Paradox. The music video for Rooh has been skillfully directed by Mihir Gulati.
Rooh Song Details:
Song: Rooh
Singer: Yo Yo Honey Singh & Hritu Zee
Singer: Yo Yo Honey Singh & Hritu Zee
Rap: Yo Yo Honey Singh
Music: Yo Yo Honey Singh
Lyrics: The Shams & Paradox
Director: Mihir Gulati
Music Label: T-Series
Rooh Lyrics
Ishq Ki Tu Har Ek Kism Le Le
Meri Leekhi Huyi Har Nazm Le Le
Apni Mehfil Mein Hain Haseen Laakhon
Misaal Ke Liye Ye Bazm Le Le
Yaa Toh Tu Rooh Le Le
Yaa Toh Tu Jism Le Le
Yaa Toh Tu Rooh Le Le
Yaa Toh Tu Jism Le Le
Jism Ki Baat Kyun Nahi Karte
Rooh Aazaad Kyun Nahi Karte
Saari Jazbaat Simat Jaayenge
Mujhko Barbaad Kyun Nahi Karte
Yaa Toh Tu Rooh Le Le
Yaa Toh Tu Jism Le Le
Yaa Toh Tu Rooh Le Le
Yaa Toh Tu Jism Le Le
Yo Yo Honey Singh
Jab Jee Mere Rooh Me Rooh
Jism Mein Tune Uljhaya Mujhe
Suni Naa Tune Aarzoo
Noor Se Ghoor Fasaya Mujhe
Tadpaya Mujhe Dhakela Aisa
Nikal Naa Paya Hoon Main
Bekasoor Lekin Ilzaam-o-tale
Gaya Dabaaya Hoon Main
Aaya Hoon Main Naya Shaks Bannke
Tu Jeena Mera Aksh Bannke
Sawaal Uthtey Akshar Jinnpe
Wo Jeete Hain Ashq Geen Ke
Par Ab Raat-on Ko Jaagegi Tu
Tujhe Chain Naa Milega Din Mein
Ghuss Gaya Tha Tere Rooh Mein Main
Ab Ghuss Jaunga Teri Skin Mein
Written by: The Shams & Paradox

No comments:
Post a Comment