Tera Kasoor Lyrics - Vishal Mishra | New Hindi Song 2024
Tera Kasoor Lyrics is a beautiful song sung by Vishal Mishra presented by T-Series Music Label. The music for this captivating track Tera Kasoor has been given by Payal Dev, with heartfelt lyrics penned by Kunaal Vermaa. The music video for Tera Kasoor has been skillfully directed by Arif Khan.
Tera Kasoor Song Details:
Song: Tera Kasoor
Singers: Vishal Mishra
Music: Payal Dev
Lyrics: Kunaal Vermaa
Director: Arif Khan
Music Label: T-Series
Tera Kasoor Lyrics
Shikayatein Kabhi Naa Ki
Labon Pe Sau Savaal The
Sahe Gaye Sitam Tere
Deewane Hum Kamaal The
Mar Hi Jaayenge Naa Rehna Is Khayal Mein
Jaao Chhod Ke Mujhe Tum Mere Haal Pe
Tera Kasoor Tha Ya Mera Kasoor
Par Toota To Dil Hai Tere Pyaar Mein
Tera Kasoor Tha Ya Mera Kasoor
Par Toota To Dil Hai Tere Pyaar Mein
Sab Hai Qubool Sar Jhuka Ke Manzoor
Agar Tumhari Khushi Hai Meri Haar Mein
Tera Kasoor Tha Ya Mera Kasoor
Par Toota To Dil Hai Tere Pyaar Mein
Seene Se Lagaa Kar Roye
Baahon Mein Hamaari Soye
Baarishon Mein Bheege Mere Saath Kyon
Tum Bataao Naa
Yeh Jhooth Pata Tha Tumko
Bhool Jaaoge Tum Humko
Chhodne Ko Thaame Mera Haath Kyon
Tum Bataao Naa
Feka Yaadon Se Bhi Humko Yun Nikaal Ke
Jaao Chhod Ke Mujhe Tum Mere Haal Pe
Tera Kasoor Tha Ya Mera Kasoor
Par Toota To Dil Hai Tere Pyaar Mein
Sab Hai Qubool Sar Jhuka Ke Manzoor
Agar Tumhari Khushi Hai Meri Haar Mein
Tera Kasoor Tha Ya Mera Kasoor
Par Toota To Dil Hai Tere Pyaar Mein
Sab Hai Qubool Sar Jhuka Ke Manzoor
Agar Tumhari Khushi Hai Meri Haar Mein
Jeete Jee Hum Marr Jayenge
Naa Mud Ke Bhi Aayenge
Naa Lenge Naam Tumhara
Duniyan Se Guzar Jayenge
Jab Socha Tha Aansu Banke
Teri Aankhon Mein Bharr Jayenge
Isse Pehle Tum Hamein Giraao
Hum Khud Hi Utarr Jaayenge
Written by: Kunaal Vermaa

2 comments:
Laxman
Laxman
Post a Comment