Ads Top

Aaj Mangalwar Hai Lyrics - Abhijeet Srivastava | New Hindi Song 2025

Aaj Mangalwar Hai Lyrics is a beautiful song sung by Abhijeet Srivastava and presented by the Sony Music India label. The music for this captivating track Aaj Mangalwar Hai has been given by Raaj Aashoo, with heartfelt lyrics penned by Mohit Bajpai. The music video for Aaj Mangalwar Hai has been skillfully directed by Lovesh Nagar.


Aaj Mangalwar Hai Lyrics Abhijeet Srivastava


Aaj Mangalwar Hai Song Details: 

Song: Aaj Mangalwar Hai 
Singer: Abhijeet Srivastava
Music: Raaj Aashoo
Lyrics: Mohit Bajpai
Director: Lovesh Nagar
Music Label: T-Series

Aaj Mangalwar Hai Lyrics 

Aaj kya maanga hai?
Wahi joh roz maangta hun
Para national archery championship
Hanuman ji to gada chalate hain
Haan lekin usi gada ke dam par hi
Unhone poori Lanka jeeti thi

Sir, national ke form idhar milenge na?
Tera baap do pairon par
Nationals nahi khel paaya
Tu ek pair par khelega?

Mere hriday mein tera vaas prabhu
Tere hriday mein karuna nidhan hai
Ram bhakt hai laakhon
Par koi tujh sa kahan hanuman hai

Tere charnon par hai shishu mera
Phir raatein kya hai, savera kya?
Tujhe saup diya jeevan apna
Ab tu hi palanhaar hai

Aaj Mangalvaar hai
Mahavir ka vaar hai
Yeh saccha darbaar hai
Sachche mann se jo koi jaave
Uska beda paar hai

Aaj Mangalvaar hai
Mahavir ka vaar hai
Yeh saccha darbaar hai
Sachche mann se jo koi jaave
Uska beda paar hai

Mere jeevan ki do vidhayen sabhi
Tune aage aake hal ki hai
O mere dukh mein sabse pehle
Prabhu teri aankhen chalaki hain

Mere jeevan ki do vidhayen sabhi
Tune aage aake hal ki hai
O mere dukh mein sabse pehle
Prabhu teri aankhen chalaki hain

Khushiyan aayi, mit gayi peer
Tera haath hai sar pe mahavir
Toh saath mere sansaar hai

Aaj mangalvaar hai
Mahavir ka vaar hai
Yeh saccha darbaar hai
Sachche mann se jo koi jaave
Uska beda paar hai

Aaj mangalvaar hai
Mahavir ka vaar hai
Yeh saccha darbaar hai
Sachche mann se jo koi jaave
Uska beda paar hai

Sapne hamesha bade dekhne chahiye beta

Mere ram ko har sankat se
Prabhu chhutkaare tune dilaye
Shri ram ke liye tumne
Samudra paar kar liya tha
Prabhu mere sapnon ki
Naiya bhi paar laga do

Sita maiya ko khoja hai
Lakshman ke praan bachaye hain
O mere Ram ko har sankat se
Prabhu chhutkaare tune dilaye hain
Sita Maiya ko khoja hai
Lakshman ke praan bachaye hain

Prabhu prem mein seena diya cheer
Tu dharti par hai mahavir
Bhakti ka hi avtaar hai

Aaj mangalvaar hai
Mahavir ka vaar hai
Yeh saccha darbaar hai
Sachche mann se jo koi jaave
Uska beda paar hai

Aaj mangalvaar hai
Mahavir ka vaar hai
Yeh saccha darbaar hai
Sachche mann se jo koi jaave
Uska beda paar hai

Aaj mangalvaar hai
Mahavir ka vaar hai
Yeh saccha darbaar hai
Sachche mann se jo koi jaave
Uska beda paar hai.

Written by: Mohit Bajpai


Aaj Mangalwar Hai Music Video



No comments:

Powered by Blogger.