Adhi Bewafai OST Lyrics - Nish Ashar & Rafay Asrar | Hum Tv Drama 2025
Adhi Bewafai OST Lyrics is a beautiful song from the new Pakistani drama Adhi Bewafai 2025 sung by Nish Ashar & Rafay Asrar and presented by the Hum TV label. The music for this captivating track Adhi Bewafai OST has been given by Naveed Nashad, with heartfelt lyrics penned by Fatima Najeeb. The music video for Adhi Bewafai OST has been skillfully directed by Shah Hussain.
Adhi Bewafai OST Details:
OST: Adhi Bewafai
Drama: Adhi Bewafai 2025
Singer: Nish Ashar & Rafay Asrar
Music: Naveed Nashad
Lyrics: Fatima Najeeb
Director: Shah Hussain
Music Label: HUM TV
Adhi Bewafai OST Lyrics
Dard Hai Udaasiyan
Tootay Footay Khwaab Hain
Arzi Mohabbaton Ke
Dard Be Hisaab Hain
Arzoo Thi Poori Dil Se
Tere Hi Rahain Magar
Hogyi Wafa Ke Saath
Aadhi Bewafaiyaan
Laga Na Zamaanay Se
Na Hi Tujh Se Saiyaan
Dil Tere Naseeb Mein
Likhi Thi Bewafaiyaan
Haye Re Bewafaiyaan
Aadhi Bewafaiyaan
Haye Re Bewafaiyaan
Aadhi Bewafaiyaan
Yaaran Tere Ishq Ke
Dilnasheen Hain Silsilay
Manzilon Se Bhi Haseen
Lag Rahe Hain Raastay
Dil Mein Koi Darr Nahi
Koi Bhi Fikar Nahi
Saath Saath Chal Rahain Hain
Khwahishon Ke Kaafilay
Kaise Hum Gila Karain
Kya Kisi Ko Dosh Dein
Hum Ne Apne Wastay
Khud Chuni Tanhaiyaan
Haye Re Bewafaiyaan
Aadhi Bewafaiyaan
Haye Re Bewafaiyaan
Aadhi Bewafaiyaan
Tedey Pechey Asaan
Saari Dunia Bhulayi Ey
Aukhi Saukhi Sahi Asaan
Yaari Taan Nibhayi Ey
Aakhi Suni Maaf Kar
Dil Tu Dhola Saaf Kar
Poori Mohabbatan Tey Adhi
Bewafayi Ey
Bewafayi Ey
Bewafai…
Written by: Fatima Najeeb

No comments:
Post a Comment