Bazaar E Ishq Lyrics - Himesh Reshammiya & Shreya Ghoshal | Badass Ravi Kumar 2025
Bazaar E Ishq Lyrics is a beautiful song from the new movie Badass Ravi Kumar 2025 sung by Himesh Reshammiya & Shreya Ghoshal, and presented by Himesh Reshammiya Melodies Music label. The music for this captivating track Bazaar E Ishq has been given by Himesh Reshammiya, with heartfelt lyrics penned by Shabbir Ahmed. The music video for Bazaar E Ishq has been skillfully directed by Keith Gomes.
Bazaar E Ishq Song Detail:
Song: Bazaar E Ishq
Movie: Badass Ravi Kumar 2025
Singers: Himesh Reshammiya & Shreya Ghoshal
Music: Himesh Reshammiya
Lyrics: Shabbir Ahmed
Director: Keith Gomes
Music Label: Himesh Reshammiya Melodies
Bazaar E Ishq Lyrics
Shahar Mein Afwa Ka Daur Hai
Naam Lo Na Mashhoor Ho Jayenge
Sare Aam Sarkar Mujhe Chhedo Nahi
Khule Aam Badnaam Ho Na Jaun Kahin
Dekho Lo Dekholo Dekha He Mohalla
Haaye Walla Bazaar E Ishq Me
Haaye Lutt Gaye Walla Wallla
Bazaar E Ishq Mein
Haaye Luttt Gaye Wallla Walla
Tere Kucche Ki Khaakk Chhaanege
De Do Dil Apna Ehsaan Maanenge
Tere Kuchey Ki Khaak Chhaanege
Dedo Dil Apnaa Ehsaan Maanenge
Haye Dil Aise Kaise Mai De Du
Dil Aise Kaise Mai De Du
Dil Hai Na Ungli Ka Chhalla
Haaye Walla Bazaar E Ishq Mein
Haaye Lutt Gaye Walla Wallla
Bazaar E Ishq Me
Haye Lutt Gaye Walla Walla
Written by: Shabbir Ahmed

No comments:
Post a Comment