Ads Top

Fauji 2 Title Track Lyrics - Sonu Nigam | Fauji 2 (2025)

Fauji 2 Title Track Lyrics is a beautiful song from the new movie Fauji 2 (2025) sung by Sonu Nigam and presented by the T-Series label. The music for this captivating track Fauji 2 Title Track has been given by Shreyas Puranik,  with heartfelt lyrics penned by Prashant Ingole. The music video for Fauji 2 Title Track has been skillfully directed by Abhinav Pareek and Nishant Chandra Shekhar.


Fauji 2 Title Track Lyrics Sonu Nigam Fauji 2 2025


Fauji 2 Title Track Song Details: 

Song: Fauji 2 Title Track
Movie: Fauji 2 (2025)
Singers: Sonu Nigam
Music: Shreyas Puranik
Lyrics: Prashant Ingole
Director: Abhinav Pareek and Nishant Chandra Shekhar 
Music Label: T-Series

Fauji 2 Title Track Lyrics 

Lad jaata hai bhid jata hai
Baat pe apni ad jaata hai
Lad jaata hai bhid jata hai
Baat pe apni ad jaata hai

Ho sarhad pe lad bhidna hai jisko jisko
Iss watan pe jaa lootna hai jisko jisko
Hawa bhi naa guzarey bina puchhein jisey
Uss diwaar saa datein rukna hai jisko

Zindagi ka rua wo
Harr saans ki dua wo
Hai desh ka hua jo

Fauji hai fauji hai fauji hai
Fauji hai fauji hai fauji hai
Fauji hai fauji hai fauji hai

Lad jaata hai bhid jata hai
Baat pe apni ad jaata hai
Lad jaata hai bhid jata hai
Baat pe apni ad jaata hai

Haan ye woh sher hai jo
Karte hai dhere jo
Dushmanon ki koshishon ko
Shazishein ko chutkiyon mein

Ye woh laher hai jo
Uthati laher hai wo
Jo sunaami si dubo de
Dushmanon ki kashtiyon ko

Narm lagta dhoonwa jo
Jiske niche jama wo
Garm lawa saa hai jo

Fauji hai fauji hai fauji hai
Fauji hai fauji hai fauji hai
Fauji hai fauji hai fauji hai

Lad jaata hai bhid jata hai
Baat pe apni ad jaata hai
Lad jaata hai bhid jata hai
Baat pe apni ad jaata hai

Written by: Prashant Ingole


Fauji 2 Title Track Music Video



No comments:

Powered by Blogger.