Hum Jaisa Chahega Kaun Lyrics - Kunaal Vermaa | New Hindi Song 2025
Hum Jaisa Chahega Kaun Lyrics is a beautiful song sung by Kunaal Vermaa and presented by the Apni Dhun label. The music for this captivating track Hum Jaisa Chahega Kaun has been given by Aditya Dev, with heartfelt lyrics penned by Kunaal Vermaa. The music video for Hum Jaisa Chahega Kaun has been skillfully directed by Srman Jain & Preet Rajput.
Hum Jaisa Chahega Kaun Song Details:
Song: Hum Jaisa Chahega Kaun
Singer: Kunaal Vermaa
Music: Aditya Dev
Lyrics: Kunaal Vermaa
Director: Srman Jain & Preet Rajput
Music Label: Apni Dhun
Hum Jaisa Chahega Kaun Lyrics
Aage Peeche Tera Bag Liye Firte Thhe (Firte The)
Aage Peeche Tera Bag Liye Firte Thhe
Tere Aashiq Ka Tag Liye Firte Thhe
Maana Toone Mujhe Naukar Bana Diya
Hum Bhi Kabhi Yaaron Mein Swag Liye Firte Thhe
Jockey Ki Nikkar Pehente Thhe Hum
Jockey Ki Nikkar Pehente Thhe Hum
Tujhe Fir Bhi Dilaya Tha Kuchh Sanam
Aaj Ke Baad Meri Tarah
Aaj Ke Baad Meri Tarah
Tere Kharche Uthaayega Kaun
Yaar Hum Bhi Toh Dekhein Zara
Tujhe Hum Jaisa Chahega Kaun
Tujhe Hum Jaisa Chahega Kaun
Teri Wali Theek Nahi Yaar Mujhe Kehte Thhe
Maine Socha Jalte Hain Ya Pee Ke Behke Thhe
Tujhe Laga Tu Koi Hoor Ki Pari Hai Woh
Teri Badtameeziyon Ko Mere Liye Sahte Thhe
Milna Toh Ab Door Ki Baat Hai
Milna Toh Ab Door Ki Baat Hai
Teri Galiyon Mein Aaye Meri Jooti Sanam
Tujhe Baahon Mein Bhar Lenge 100
Tujhe Baahon Mein Bhar Lenge 100
Palkon Pe Bithaaye Kaun
Yaar Hum Bhi Toh Dekhein Zara
Tujhe Hum Jaisa Chahega Kaun
Baby Yeh Dila Do Na
Baby Woh Dila Do Na
Kabhi Yeh Khila Do Na
Kabhi Woh Pila Do Na
Aaj Samjhe Kyoon Humko
Tu Yeh Roz Kehti Thi
Kabhi Humein Isse
Kabhi Usse Mila Do Na
Usse Mila Do Na
Rakh Ke Tera Haath Sar Pe Mere
Rakh Ke Tera Haath Sar Pe Bata
Bewafa Khayi Kyun Meri Jhooti Kasam
Tu Kaanton Bhara Taaj Hai
Tu Kaanton Bhara Taaj Hai
Tujhe Sar Pe Bithaayega Kaun
Yaar Hum Bhi Toh Dekhein Zara
Tujhe Hum Jaisa Chahega Kaun
Tujhe Hum Jaisa Chahega Kaun
Written by: Kunaal Vermaa

No comments:
Post a Comment