Ads Top

I Am A Star Lyrics - MC Insane | New Hindi Song 2025

I Am A Star Lyrics is a beautiful song sung by MC Insane and presented by the MC Insane label. The music for this captivating track I Am A Star has been given by Davy,  with heartfelt lyrics penned by MC Insane. The music video for I Am A Star has been skillfully directed by Shahil Siddique.


I Am A Star Lyrics MC Insane


I Am A Star Song Details: 

Song: I Am A Star
Singers: MC Insane
Music: 10A
Lyrics: MC Insane
Director: Shahil Siddique
Music Label: MC Insane Music 

I Am A Star Lyrics 

Pichle Saal No Money , No Home !
The Mere Bohot Saare Decisions Wrong

Reh Gaya Lonely Jaise Akon
Maanta Hun Main Ki Main Mentally Gone !

I Feel Like
Woooooooooo

Apna Main Best Hi Du
Sabne Hain Kaha Mujhe Best Hain Tu

So I Feel Like
Darwaza Tab Khula Tha Lekin Tum Aaye Nahi

Ab Mere Ghar Mein Tu Jhaake Kyun ?
Dosti Mein Bro Tujhe Karta Nahi Count

Kyunki Aag Hi Lagata Hain Jaake Tu
Nakli Ka Bro Bane Aur Mujhe Phone Karein

Puchne Ko Rehta Kaha Pe Tu ?
Rehta Main Pehle Ki Tarah Hi Bhai

Par Waha Nahi Aaunga Jaha Pe Tu
Main Dil Me Nahi Rakha Aur Kara Nahi Planing

Aur Yaha Tak Pohcha Main Sabkuch Batake
Suraj Hun Kal Ka Main, So I Am Shining

Aasmaan Se Saare Baadal Hatake
4 Saal Mein 6 Mare Homies

4 Saal Se Keh Rahe The Call Me !
Mene Call Nahi Kiya, Bola Busy

Kuch Cheejein Maine Life Se Hain Seekhi
Gaya Insaan Fir Afsos Kyan?

Wo Bhi Gaya Aur Waqt Bhi Gaya
Us Waqt Pe Ab Hume Jaana Hain Wapas

Ab Kyan Fayeda Wo Waqt Hi Gaya
Kon Mera Asli Wo Sab Dikh Gaya

Pyaar Tha Usse To Call Kar Diya
Uthaya To Boli Ki Phone Kyun Kiya ?

Bola Maine Galti Se Phone Dab Gaya
Zindagi Ka Trip Maine Enjoy Kiya

Studio Mein Lock Mera Time Mere Saath
Khelta Main Fl Ke Plugin Ke Saath

Meri Waali Dosti Hain Har Din Ka Saath
Logo Ke Dilo Pe Chaaye Middle Class Bande

Baatein Likhta Simple Jyada Na Modify Karke
Jo Real Wo Dikhata Kyan Tere Paas Real Eyes Bande ?

Jaha Fame Waha Yelog Kyan Ye Real Guys Bande ?
Bigda Tha Ladka Bas Pyaar Kare Maa Se

Sab Hoga Theek Main Diya Dilaase
Khwahish Hai Bohot Aur Aayegi Maut Par

Jaunga Maa Ko Main Sabkuch Dilaake
The No Money, No Home

The Mere Bohot Saare Decisions Wrong
Reh Gaya Lonely Jaise Akon

Maanta Hun Main Ki Main Mentally Gone

And I Feel Like
Wooooooooooo

Apna Main Best Hi Du
Sabne Hai Kaha Mujhe Best Hain Tu

So I Feel Like
So I Feel Like Time Cut Karo Mera

Mera Zindagi Se Koi Nahi Hain Lena Dena
Sharir Ye Nakaar Deta Khaana Peena

Mera Ghar Nahi Chalega Mere Hile Bina
Mere Apne Hain Khush Mujhe Dekhe Bina

Chaha Maine Jisko Wo Dekhe Bhi Na
Hogaya Sab Ab To Chaiye Bhi Na

I Am A Star Tere Kahe Bina
Fact Hain Ye Gaana Bolo Fact Hain Gaana Bro

Tere Mere Beech Ka Ek Gap Hain Ye Gaana Bro
Chahe Mujhe Asafal , Jo Chahe Nahi Mera Kal ,Ho Bhala

Tere Liye Slap Hain Ye Gaana Bro !
Khudse Naaraz Tha Par Haarne Na Diya Bhai

Tabhi Mere Liye Mere Clap Hain Ye Gaana Bro
Ghar Pe Sabke Liye Achhe Tel Ka Ho Khaana Bro

Gaon Ka Main Ladka, Mera Gaon Hi Thikana Ho
Betha Main Hazaro Ke Beech

Hain Ye Zindagi Kyan In Nazaro Se Seekh
Pahado Mein Ghutta Nahi Saans

Jo Main Jeena Hi Seekha Baharo Ke Beech
Taarif Karu Teri Toh Tu Ful Jaaye

Kaam Kya Hain Tera Ye Tu Bhul Jaaye
Fir Bhi , Banega Tu Ccol Guy

Gyaan Dena Gyaandu
To Aas Paaske School Jaaye ( Mera Pakad Ke Jhul Jaaye )

Maathe Pe Hain Gussa Tabhi Dude Bana Rude
Jab Chaiye Tha Tu Tabhi Doob Mara Tu

Ye Plan Wan Mere Liye Khoob Kara Tu
Main Kaam Ka Hun Kaam Se Hi Chup Kara Du

Record Karu Gaana Aur Unmixed File
Sunu Main Mere Headphone Pe

Din Ho Ya Raat Har Haal Mein Hain Saath
De Rahe Gaane Mere Day 1 Se

Buddy Mera Duur Lekin Sune Mere Songs
1 Uparwala Baaki Koi Bhi Nahi Hain Boss

1 Galat Move Wo Karade Saare Loss
Sachh Bolna Paap Hain To Paapi Tera Dost

I Dont Fake Hun Main Dil Se Rota
I Just Pray Ki Main Tera Hota

1 Aur Chance Nahi Deta Main Khudko Bhi
Seedhe Muh Bolu Stay Out Of My Zone

The No Money, No Home
The Mere Bohot Saare Decisions Wrong

Reh Gaya Lonely Jaise Akon
Maanta Hu Main Ki Main Mentally Gone

I Feel Like
Wooooo Oo Ooo

Apna Main Best Hi Du
Maa Ne Hain Kaha Mujhe Best Hain Tu

So I Feel Like

Pichle Saal No Money , No Home
Pichle Saal No Money , No Home


Written by: MC Insane


I Am A Star Music Video



No comments:

Powered by Blogger.