Ishq Qubool Kar Lyrics - Shaan | New Hindi Song 2025
Ishq Qubool Kar Lyrics is a beautiful song sung by Shaan and presented by the Shaan label. The music for this captivating track Ishq Qubool Kar has been given by Shaan, with heartfelt lyrics penned by Mahimma Bhardwaj. The music video for Ishq Qubool Kar has been skillfully directed by Prince Gupta Films.
Ishq Qubool Kar Song Details:
Song: Ishq Qubool Kar
Singers: Shaan
Music: Shaan
Lyrics: Mahimma Bhardwaj
Director: Prince Gupta Films
Music Label: Shaan Music
Ishq Qubool Kar Lyrics
Mein Ishq Hoon, Mehsoos Kar,
Mujhko Khudse Na Tu Duur Kar
Mein Ishq Hoon, Mehsoos Kar,
Mujhko Khudse Na Tu Duur Kar
Pyaasa Hu Main, Tere Dard Ka,
Mere Hone Ko, Manzoor Kar
Tere Rooh Se Jaane De Ab Mujhko Guzar
Ishq Kabool Kar X2
Tere Rooh Se Jaane De Ab Mujhko Guzar
Ishq Kabool Kar X2
Badnaam Na Kar Yun Chupake Tu Mujhe
Aadat Mein Teri Ban Jaaunga
Sare Aam Karde Ab Lagake Tu Gale
Saanson Se Teri Jee Jaunga
Mein Hoon Ik Junoon
O Yaara Hoon Ik Sukoon Bhi
Mein Teri Rag Rag Mein Yu Beh Jaaunga
Dariyaaon Sa Tujhme Ab Jaane De Utar
Ishq Kabool Kar X2
Teri Rooh Se Jaane De Ab Mujhko Guzar
Ishq Kabool Kar X2
Ishq Kabool Kar
Written by: Mahimma Bhardwaj

No comments:
Post a Comment