Naina Barse Re Lyrics - Javed Ali & Rashmi Kumar | New Hindi Song 2025
Naina Barse Re Lyrics is a beautiful song sung by Javed Ali & Rashmi Kumar and presented by T-Series label. The music for this captivating track Naina Barse Re has been given by Rajesh Atibal, with heartfelt lyrics penned by Shahabuddin Alvi. The music video for Naina Barse Re has been skillfully directed by Akshay K Agarwal.
Naina Barse Re Song Details:
Song: Naina Barse Re
Singers: Javed Ali & Rashmi Kumar
Music: Rajesh Atibal
Lyrics: Shahabuddin Alvi
Director: Akshay K Agarwal
Music Label: T-Series
Naina Barse Re Lyrics
Aahat se teri yaara dhadkan
Jodd di humne
Raston pe tere apni ankhein
Chhod di humne
Aahat se teri yaara dhadkan
Jodd di humne
Raston pe tere apni ankhein
Chhod di humne
Ek jhalak teri hum paane ko tarsey re
Ek jhalak teri hum paane ko tarsey re
Naina barse re barse re naina barse re
Naina barse re barse re naina barse re
Beetein lamhon ki nami
Ek pal jaise ik sadi hai
Sang jo tu mere nahi hai jogiyaa
Meri sanson mein raha tu
Mere hone ka nishaan tu
Mere khwabon ka jahan tu maahiya
Dard umron ke simatkar
Aa gaye hai roobaru
Jism patthar ho gaya
Koi khwahish naa justaju
Khud mein rahein naa baaki
Huye darrbadar se re
Naina barse re barse re naina barse re
Naina barse re barse re naina barse re
Dil ke kissey wo kahani
Zikra jinmein tha roowani
Sang tu baarishein deewani le gayi
Fheenke fheenke saare manzar
Gham bhi gham tu mere andar
Kitne aankhon ko samandar de gayi
Chahatein koi jinme ab zameene yaad hai wo
Bitaayein sang mein jo mahine yaad hai wo
Koshishein lakh ki Parr nikale naa sir se re
Koshishein lakh ki Parr nikale naa sir se re
Naina barse re barse re naina barse re
Naina barse re barse re naina barse re
Written by: Shahabuddin Alvi
Naina Barse Re Music Video

No comments:
Post a Comment