OST Lyrics
OST Lyrics

Never There Lyrics - Jokhay, Annural Khalid & Talha Anjum | Through The Static 2025

Never There Lyrics is a beautiful song from the new album Through The Static 2025 sung by Annural Khalid & Talha Anjum and presented by the Jokhay Mus

Never There Lyrics is a beautiful song from the new album Through The Static 2025 sung by Annural Khalid & Talha Anjum and presented by the Jokhay Music label. The music for this captivating track Never There has been given by Jokhay, with heartfelt lyrics penned by Annural Khalid & Talha Anjum.


Never There Lyrics Jokhay, Annural Khalid & Talha Anjum Through The Static 2025


Never There Song Details: 

Song: Never There
Album: Through The Static 2025
Singers: Annural Khalid & Talha Anjum
Lyrics: Annural Khalid & Talha Anjum
Music: Jokhay
Label: Jokhay

Never There Lyrics 

Khud be sahara hain janam, tumharay saharay nahi hain
Dil ka ye darya laa-faani hai,
Us main kinaray nahi hain

Qarz hain mery kuch tujh pr jo mainy utary nahi hain,
Qarz hain tery kuch mujh pr wo tujh say to piyaray nahi hain.

Kuchal diya phoolon ko tery inn qadmoon nay jo bacha wo loota apnon nay

Ujar to gaya mera bagh pr baqi mehak hai us say sabq loon main

Qalm to bs rakh doon main, baandhon saaman apna chal doon main

Kahin bhi bethon bs tujh pay hi likhta hoon, dekho kitna be-sharam hoon main

Kuchal diya apnay armaanoon ko
Mismaar kiya hai maay-khanon ko

Is baar tum aayey to main tumhain bhoolay say bhi ab na jaany doon

Kuchal diya apny armaanoon ko 
Mismaar kiya hai maay-khanon ko 

Aayaan hi ni hoti mujh pay tum,
Jis bhi taraf dekhoon jis bhi tarhaan dekhoon

Dhoondhay kinaroon pay kbhi
Dhoondhay sitaroon main kahin
Dhoondha bazaaron main tujhay
Qad-aawar paharon main kahin
Tu hai nahi, Tu hai nahi
Tu ho kay bhi, kuon hai nahi

Tu hai nahi, Tu hai nahi
Tu ho kay bhi, kuon hai nahi

Kitna satayey teri yaadaien hamain
Pr kya krain ab kaafi khud kay liyey 

Gilay na koi na hain tujh say shikway,
Thay tum say pehlay jaisy wo hi rahy

Kho kay hi aani thi kya tumko qadar,
Accha nahi lgta mujhko tera zikar

Ab haan jb mehfiloon main bethy hoty aksar,
Ab rehna hai hawa say hoky befikar

Hum thy kinaroon pay haan saath tery,
pr to to panchi urray badloon main 

Hum nay bhi jany diya hathon say ye, rishta jo jorr kay bhi na jurr saky

Main hoon wohi, Main hoon wohi
Ab rehti hai teri kami 
Main hoon wohi, Main hoon wohi
Ab rehti hai teri kami

Dhoondhay kinaroon pay kbhi
Dhoondhay sitaroon main kahin
Dhoondha bazaaron main tujhay
Qad-aawar paharon main kahin
Tu hai nahi, Tu hai nahi

Written by: Annural Khalid & Talha Anjum


Never There Music Video



Post a Comment