Sun Le Meri Baat Lyrics - Yasser Desai | New Punjabi Song 2025
Sun Le Meri Baat Lyrics is a beautiful song sung by Yasser Desai and presented by White Hill Beats Label. The music for this captivating track Sun Le Meri Baat has been given by Zain Desai & Yasser Desai, with heartfelt lyrics penned by Abhendra Upadhyay. The music video for Sun Le Meri Baat has been skillfully directed by Adil Shaikh.
Sun Le Meri Baat Song Details:
Song: Sun Le Meri Baat
Singers: Yasser Desai
Music: Zain Desai, Yasser Desai
Lyrics: Abhendra Upadhyay
Director: Adil Shaikh
Music Label: White Hill Beats
Sun Le Meri Baat Lyrics
Dil tera hai jahan pe
Rakhna mujhko wahan pe
Reh lunga main toh
Umar bhar
Dhadkan dhadkan banaake
Seene se yoon lagaake
Rakh lunga tujhko
Haath par
Kisi kaam ki nahi hai
Aankhein jin mein tu nahi hai
Paththaron sa dil hai woh
Jisme tu na dhadke
Sun le meri baat
Koi na mera tere baad
Tu le jaa yaar jo bhi hai
Mere hisse ka
Tu jo na ho saath
Toh mera sab kuch hi barbaad
Ke hoga zikar mere baad
Mere qisson ka aa
Zikar tera
Zikar tera aa
Karta aa
Reh gaya tu kalla maahi
Reh gaya tu kalla maahi
Reh gaya tu kalla maahi
Haafiz tera allah maahi
Haafiz tera allah maahi
Haafiz tera allah maahi
Hum se humaari
Jaan maang lete
Kar deta main woh
Naam tere
Karke wafaa ki
Tumse ummeedein
Hum rusvaa
Sare aam huye
Phir se woh raat aayi
Sang teri yaad laayi
Phir se main tanha reh gaya
Kisi kaam ki nahi hai
Ankhein jin mein tu nahi hai
Paththaron sa dil hai woh
Jis mein tu na dhadke
Sun le meri baat
Koi na mera tere baad
Tu le jaa yaar jo bhi hai
Mere hisse ka
Tu jo na ho saath toh mera
Sab kuch hi barbaad
Ke hoga zikar mere baad
Mere qisson ka aa
Zikar tera
Zikar tera karta aa
Karta aa
Reh gaya tu kalla maahi
Reh gaya tu kalla maahi
Reh gaya tu kalla maahi
Haafiz tera allah maahi
Haafiz tera allah maahi
Haafiz tera allah maahi
Written by: Abhendra Upadhyay

No comments:
Post a Comment