Ads Top

Ek Martaba Phir Lyrics - Ananya Sharma | New Hindi Song 2025

Ek Martaba Phir Lyrics is a beautiful song sung by Ananya Sharma and presented by the Salim Sulaiman Music label. The music for this captivating track Ek Martaba Phir has been given by Salim Sulaiman, with heartfelt lyrics penned by Shraddha Pandit. The music video for Ek Martaba Phir has been skillfully directed by Tushar Mahajan. 


Ek Martaba Phir Lyrics Ananya Sharma


Ek Martaba Phir Song Details: 

Song: Ek Martaba Phir
Singers: Ananya Sharma
Music: Salim Sulaiman
Lyrics: Shraddha Pandit
Director: Tushar Mahajan
Music Label: Salim Sulaiman Music

Ek Martaba Phir Lyrics 

Likhti hun aaj bhi gaane teri yaad mein
Gaaun unko guitar pe
Chahe tum ho jahaan milna chahungi tumhe
Dekho dil se pukar ke

Baaki sahi hai bas teri kami hai
Baaki wahi hai bas teri kami hai

Ek martaba phir ek martaba phir
Jo lamhe beetei woh laut aaye phir
Ek martaba phir ek martaba phir
Jo lamhe beetei woh laut aaye phir

Heyeeeee ek martaba firr ek martaba firr
Just one more time Just one more time
Just ones more

Tumko manane kya dhun main sunaaun
Kya geet gaaun kya karun
Dil mein tumhari ek tasveer hai jo
Uske sahaare main jiyun

Ho Tumhari hi yaadon ne bataaya hai
Ke tum bhi mujhe miss karte ho zara

Ek martaba phir ek martaba phir
Jo lamhe beetein woh laut aaye phir
Ek martaba phir ek martaba phir
Jo lamhe beetein woh laut aaye phir

Ek martaba phir ek martaba phir
Jo lamhe beetein woh laut aaye phir
Maahi maahi Ek martaba phir

Written by: Shraddha Pandit


Ek Martaba Phir Music Video



No comments:

Powered by Blogger.