Khat Lyrics - Noor Chahal | New Punjabi Song 2025
Khat Lyrics is a beautiful song sung by Noor Chahal and presented by the Noor Chahal label. The music for this captivating track Khat has been given by Hassrat, with heartfelt lyrics penned by Noor Chahal. The music video for Khat has been skillfully directed by Sunny Raj.
Khat Song Details:
Song: Khat
Singer: Noor Chahal
Music: Hassrat
Lyrics: Noor Chahal
Director: Sunny Raj
Music Label: Noor Chahal
Khat Lyrics
Meri Jaan Sama Hai Ye
Pyaar Ka Mujhe Khat Mila
Mere Yaar Kaa
Gaaye Ye Zameen Jhumein Aasmaan
Mil Gaya Pata Dil Faraar Ka
Haan Mmm Mmm Ho Ooo
Haan Mmm Mmm Ho Ooo
Haan Mmm Mmm Ho Ooo
Haan Mmm Mmm Ho Ooo
Dil Mein Thehri Si Koi Betaabi Hai Wo
Behta Paani Kabhi Lehron Saa Baaghi Hai Wo
Haan Dil Mein Thehri Si Koi Betaabi Hai Wo
Behta Paani Kabhi Lehron Saa Baaghi Hai Wo
Thoda Kitaabi Harr Lafz Gulaabi
Ussne Likha Mere Naam Kaa
Wo Aayegaa Mushkuraayega
Waqt Uss Hasi Ke Deedar Ko
Meri Jaan Sama Hai Ye
Pyaar Ka Mujhe Khat Mila
Mere Yaar Kaa
Gaaye Ye Zameen Jhumein Aasmaan
Mil Gaya Pata Dil Faraar Ka
Aasmaani Huyi Mai Diwani Huyi
Yeh Zameen Begaani Mai Hawa Mein Hoon
Jo Wo Aaye Seene Se Lagaaye
Yun Hi Reh Jaaye Paas Mere Roobaru
Vaari Jaun Diwali Eid Manaun
Khatm Silsilaa Intezaar Ka
Meri Jaan Sama Hai Ye
Pyaar Ka Mujhe Khat Mila
Mere Yaar Kaa
Gaaye Ye Zameen Jhumein Aasmaan
Mil Gaya Pata Dil Faraar Ka
Royi Ye Zameen Roya Aasmaan
Roya Dil Mera Zaro Zaro Haan
Written by: Noor Chahal

No comments:
Post a Comment