Ads Top

O Shankara Lyrics - Pawandeep Rajan | New Hindi Song 2025

O Shankara Lyrics is a beautiful song sung by Pawandeep Rajan and presented by the Zee Music Devotional label. The music for this captivating track O Shankara has been given by Arjit Shrivastava, Aviral Kumar,  with heartfelt lyrics penned by Aviral Kumar. The music video for O Shankara has been skillfully directed by Nirbhay Jariwala.


O Shankara Lyrics Pawandeep Rajan


O Shankara Song Details: 

Song: O Shankara
Singers: Pawandeep Rajan 
Music: Arjit Shrivastava, Aviral Kumar
Lyrics: Aviral Kumar
Director: Nirbhay Jariwala
Music Label: Zee Music Devotional

O Shankara Lyrics 

Om Shivohum Rudray Swaroopam
Kalyan Hai Tu Neel Kanthay Roopam
Om Shivohum Rudray Swaroopam
Kalyan Hai Tu Neel Kanthay Roopam
Om Shivohum Rudray Swaroopam
Kalyan Hai Tu Neel Kanthay Roopam

Tumko Hu Dhudhu Mein Khud Mein Aur Charon Disha
Kaise Milega Pata Tera Mere Shiva
Tumko Hu Dhudhu Mein Khud Mein Aur Charon Disha
Kaise Milega Pata Tera Mere Shiva

Hey Triloki Sab Tumse Hai
Ant Aur Anant Tum Hi
Juda Mera Jivan Kyun Tumse Hi
Bata Do Mere Shankara

O Shankara O Shankara Mein Kaun Hun Tu Bata
O Shankara O Shankara Mujhe Tu Milega Kahan
O Shankara O Shankara Mein Kaun Hun Tu Bata
O Shankara O Shankara Mujhe Tu Milega Kahan


Prem Bhi Tum Ho Tum Hi Tyag Bhi Ho
Sayong Ho Viyog Bhi Samarpan Bhi Ho
Khud Vish Ko Pikar Sabke Dukh Harte Ho
Tum Srushti Ho Jivan Bhi Moksh Bhi Ho

Hey Mahakal Daras De Do Har Lo Meri Vyatha
Yugon Aur Janmo Ki Gatha Ko Sulja Do Mere Shankara
O Shankara O Shankara Mein Kaun Hun Tu Bata
O Shankara O Shankara Mujhe Tu Milega Kahan
Shankara Shankara Shankara O

Tumko Na Jane Kahan Kahan Na Dudha
Par Mere Bhole Mujhe Tu Mujh Mein Mila
Kan Kan Mein Tu Har Kan Tu Hai Shankara
Mein Tujh Se Hi Mujh Mein Tu Hai Shankara

Hey Aadi Dev Sab Tumse Hai Kaal Aur Akaal Tum Hi
Shiv Aur Shakti Hai Mujh Mein Bhi Tu Hi Astitv Mera

O Shankara O Shankara Mein Kaun Hun Tu Bata
O Shankara O Shankara Mujhe Tu Milega Kahan
O Shankara O Shankara Mein Kaun Hun Tu Bata
O Shankara O Shankara Mujhe Tu Milega Kahan

Written by: Aviral Kumar


O Shankara Music Video



No comments:

Powered by Blogger.