Rasm e Wafa Lyrics - Sahir Ali Bagga | New Song 2025
Rasm e Wafa Lyrics is a beautiful song sung by Sahir Ali Bagga and presented by 5 Record label. The music for this captivating track Rasm e Wafa has been given by Sahir Ali Bagga, with heartfelt lyrics penned by Purnam Allahbadi. The music video for Rasm e Wafa has been skillfully directed by Asif Masood.
Rasm e Wafa Song Details:
Song: Rasm e Wafa
Singer: Sahir Ali Bagga
Music: Sahir Ali Bagga
Lyrics: Purnam Allahbadi
Director: Asif Masood
Music Label: 5 Record
Rasm e Wafa Lyrics
Dastoor mohabbat ka Sikhaya nahi jaata
Yeh aisa sabak hai Jo padhaya nahi jaata
Kamsin hai wo aise Unhein zalim kahoon kaise
Masoom pe ilzaam Lagaya nahi jaata
Jaan jab tak fida nahi hoti
Jaan jab tak fida nahi hoti
Poore rasm e wafa nahi hoti
Poore rasm e wafa nahi hoti
Bewafa se na rakh wafa ki aas
Bewafa se na rakh wafa ki aas
Bewafa se wafa nahi hoti
Bewafa se wafa nahi hoti
Jaan jab tak fida nahi hoti
Baat sabhi khud se kabhi
Toda nahi karte
Mohabbat ho to phir
Kabhi chhoda nahi karte
Karte hain dua ki Na yaad aaye wo
Karte hain dua ki Na yaad aaye wo
Karte hain dua ki Na yaad aaye wo
Ye bhi poori dua nahi hoti
Ye bhi poori dua nahi hoti
Bewafa se na rakh wafa ki aas
Bewafa se na rakh wafa ki aas
Bewafa se wafa nahi hoti
Bewafa se wafa nahi hoti
Suno ghum e ulfat mein
Tum aansu na bahaao
Is aag ko paani se
Bujhaya nahi jaata
Ab maut hi le jaaye
To le jaaye yahan se
Goonje se tere
Humse to jaa nahi jaata
Na mohabbat karo Ye karte nahi
Na mohabbat karo Ye karte nahi
Na mohabbat karo Ye karte nahi
Ye to hoti hai Ya nahi hoti
Ye to hoti hai Ya nahi hoti
Bewafa se na rakh wafa ki aas
Bewafa se na rakh wafa ki aas
Bewafa se wafa nahi hoti
Bewafa se wafa nahi hoti
Jaan jab tak fida nahi hoti
Written by: Purnam Allahbadi

No comments:
Post a Comment