Taapman Lyrics - Vishal Chaturvedi | New Hindi Song 2025
Taapman Lyrics is a beautiful song sung by Vishal Chaturvedi and presented by the Vishal Chaturvedi label. The music for this captivating track Taapman has been given by Samrat Awasthi, with heartfelt lyrics penned by Karan Aujla. The music video for Taapman has been skillfully directed by Shashank Kumar Harsh.
Taapman Song Details:
Song: Taapman
Singers: Vishal Chaturvedi
Music: Samrat Awasthi
Lyrics: Vishal Chaturvedi
Director: Shashank Kumar Harsh
Music Label: Vishal Chaturvedi
Taapman Lyrics
Sapnon ki chaahat mein
Main chal pada tha
Kadmon mein thirkan thi Seena bada tha
Aangan mein ghar ke Ghanghor kohra
Aur Raaton ka neendon se paala padaa tha
Sapnon ki chaahat mein
Main chal pada tha
Kadmon mein thirkan thi Seena bada tha
Aangan mein ghar ke Ghanghor kohra
Aur Raaton ka neendon se paala padaa tha
Tum aaye tum laaye
Mutthi bhar khushiyaan
Aur khula aasmaan
Tum aaye tum laaye
Thodi thandak
thoda sa taapman
Tum aaye tum laaye
Mutthi bhar khushiyaan
Aur khula aasmaan
Tum aaye tum laaye
Thodi thandak
thoda sa taapman
Taale mein ghar ke Chabhi ka guchchha
Khidki khuli par Parda padaa tha
Parde mein resham ka Tukda rafoo aur
Tumne buna woh Sapna padaa tha
Taale mein ghar ke Chabhi ka guchchha
Khidki khuli par Parda padaa tha
Parde mein resham ka Tukda rafoo aur
Tumne buna woh Sapna padaa tha
Tum aaye tum laaye
Mutthi bhar khushiyaan
Aur khula aasmaan
Tum aaye tum laaye
Thodi thandak
thoda sa taapman
Tum aaye tum laaye
Mutthi bhar khushiyaan
Aur khula aasmaan
Tum aaye tum laaye
Thodi thandak
thoda sa taapman
Written by: Vishal Chaturvedi

No comments:
Post a Comment