Uska Pata Lyrics - Garvit Soni & Priyansh Srivastava | New Hindi Song 2025
Uska Pata Lyrics is a beautiful song sung by Garvit Soni & Priyansh Srivastava and presented by the T-Series label. The music for this captivating track Uska Pata has been given by Garvit Soni & Priyansh Srivastava, with heartfelt lyrics penned by Gunjan Saini. The music video for Uska Pata has been skillfully directed by Mitali Solanki.
Uska Pata Song Details:
Song: Uska Pata
Singers: Garvit Soni & Priyansh Srivastava
Music: Garvit Soni & Priyansh Srivastava
Lyrics: Gunjan Saini
Director: Mitali Solanki
Music Label: T-Series
Uska Pata Lyrics
Teri Gali Se Guzara to Maine
Ki Tu Basi Hai Bas Khaylon Me Mere
Teri Gali Se Guzara to Jana Maine
Ki Tu Basi Hai Bas Khaylon Me Mere
Maine Teri Bate Suni Hai Buni Hai Suni Hai Kahi
Maine Teri Sansein Padhi Hai Jadi Hai Padhi Hai Kahi
Aasma Me Rang Hai Kahan Badla Hua Hai Yah Sama
Fizaye Mujhe Le Chali Waha Wo Rahti Jahan
Dhudhta Me Uska Rasta
Kuch to Hai Dil Ka Vasta
Hawao Ne Bhi Mujhse Hai Kaha
Le Uska Pata Haan Haan
Khoyi Raatein Hai Sari Teri Fikra Me
Ulji Baatein Hai Sari Tere Jikra Me
Khoyi Raatein Hai Sari Teri Fikra Me
Ulji Baatein Hai Sari Tere Jikra Me
Tu Mila to Puchunga Kahan Chippa Tha Bata Bhi De
Teri Raah Takta Raha Tu Bhi Tha Kya Ruka
Maine Teri Baatein Suni Hai Buni Hai Suni Hai Kahi
Maine Teri Sansein Padhi Hai Jadi Hai Padhi Hai Kahi
Aasma Me Rang Hai Kahan Badla Hua Hai Yah Sama
Fizaye Mujhe Le Chali Waha Wo Rahti Jahan
Dhudhta Me Uska Rasta
Kuch to Hai Dil Ka Vasta
Hawao Ne Bhi Mujhse Hai Kaha
Le Uska Pata Haan Haan
Written by: Gunjan Saini

No comments:
Post a Comment