Maand Lyrics is a beautiful song sung by Bayaan, Hasan Raheem, and presented by the Bayaan label. The music for this captivating track Maand has been given by Rovalio, with heartfelt lyrics penned by Asfar Hussain & Hasan Raheem.
Maand Song Details:
Song: Maand
Singers: Bayaan, Hasan Raheem
Music: Rovalio
Lyrics: Asfar Hussain & Hasan Raheem
Label: Bayaan
Maand Lyrics
Mile to tum kabhi nahi
Meri hasrat kyun bhadkai bewajah
Ke tum bina jiyein agar
Hua kaise naa yeh jeena raaegaan
Dariya mere dil ka yeh behta na
Dukhi dil ki sadaa kuch yeh kehta na
Iski khamoshi ki tu wajah hai na
Dil se tang aa gaya ye hi saza hai na
Ulfaton mein nahi koi paimana
Mere apno ka mujhse yeh kehna tha
Surmayi teri aankhon mein beh jaana
Kya pata tere gham mein hi rehna tha
Kyun yun sehte sehte
Dil ko gam khaa chuka meri jaan
Kyun yun rehte rehte
Dikhe naa koi disha..x2
Jo tu nahi to aisa main chehra
ke jiski khubsoorati maand padi ho
Aisa main dariya
jo behna naa chahe
Jo tu nahi to aisa main chehra
ke jiski khubsoorati maand padi ho
Aisa main dariya
jo behna naa chahe
Dariya mere dil ka yeh behta na
Dukhi dil ki sadaa kuch yeh kehta na
Iski khamoshi ki tu wajah hai na
Dil se tang aa gaya ye hi saza hai na
Ulfaton mein nahi koi paimana
Mere apno ka mujhse yeh kehna tha
Surmayi teri aankhon mein beh jaana
Kya pata tere gham mein hi rehna tha
Aisa main dariya jo behna naa chahe
Written by: Asfar Hussain & Hasan Raheem