Ads Top

Mera Yaar Badal Gaya Lyrics - Utkarsh Singh | New Hindi Song 2025

Mera Yaar Badal Gaya Lyrics is a beautiful song sung by Utkarsh Singh and presented by the Zee Music Company label. The music for this captivating track Mera Yaar Badal Gaya has been given by Shail Saini, with heartfelt lyrics penned by Utkarsh Singh. The music video for Mera Yaar Badal Gaya has been skillfully directed by Abhijeet Nag. 


Mera Yaar Badal Gaya Lyrics Utkarsh Singh


Mera Yaar Badal Gaya Song Details: 

Song: Mera Yaar Badal Gaya
Singers: Utkarsh Singh
Lyrics: Utkarsh Singh
Music: Shail Saini
Director: Abhijeet Nag
Music Label: Zee Music Company

Mera Yaar Badal Gaya Lyrics 

Aanshu’on Se Aankh Meri Bhar Rahe Ho Tum
Yakin Nahi Hoya Yeh Kar Rahe Ho Tum
Shiskiyon Si Saans Meri Kar Rahe Ho Tum
Yakin Nahi Hoya Yeh Kar Rahe Ho Tum

Tum Wahi Ho Kya Jo Kabhi Mar Mit-Te The Hum Par
Khud Se Bhi Jyada Haan Yakin Hum Karte The Tum Par
Koi Bhi Badal Jata Humko Koi Fark Nahi Tha Unse
Jo Tum Badal Gaye Ho Ummeed Nahi Thi Tumse

Mera Yaar Yaar Yaar Mera Pyar Badal Gaya Hai
Mera Yaar Yaar Yaar Mera Pyar Badal Gaya Hai
Mera Yaar Yaar Yaar Mera Pyar Badal Gaya Hai
Mera Pyaar Pyaar Pyaar Mera Pyar Badal Gaya Hai

Tum Kehte The Na Ab Main Aur Tum Ho Gaye Hai Hum
Fir Kyun Juda Hokar Tum Humse Chin Rahe Ho Hum
Jo Dub Ke Aankhon Mein Kehte The Pyar Na Hoga Kam
Kyun Tod Ke Dil Mera Mujhko Yun De Rahe Ho Gam

Tum Jante Ho Tumhare Bina Kuch Bhi Nahi Hai Hum
Muh Fer Ke Jo Ja Rahe Ho Bikhar Rahe Hai Hum

Mera Yaar Yaar Yaar Mera Pyar Badal Gaya Hai
Mera Yaar Yaar Yaar Mera Pyar Badal Gaya Hai
Mera Yaar Yaar Yaar Mera Pyar Badal Gaya Hai
Mera Pyaar Pyaar Pyaar Mera Pyar Badal Gaya Hai

Kya Hota Hai Toota Dil
Tumko Ehsas Hoga
Tum Meri Jagah Hoge
Koi Teri Jagah Hoga

Kaise Rota Toota Dil Hai
Tumko Ehsas Hoga
Tum Meri Jagah Hoge
Koi Teri Jagah Hoga

Written by: Utkarsh Singh


Mera Yaar Badal Gaya Music Video



No comments:

Powered by Blogger.