Ehsaan Faramosh Lyrics - Amit Gupta | New Hindi Song 2025
Ehsaan Faramosh Lyrics is a beautiful song sung by Amit Gupta and presented by the Bajao Gaana label. The music for this captivating track Ehsaan Faramosh has been given by Amit Gupta, with heartfelt lyrics penned by Kumaar. The music video for Ehsaan Faramosh has been skillfully directed by Manoj G Jain.
Ehsaan Faramosh Song Details:
Song: Ehsaan Faramosh
Singers: Amit Gupta
Music: Amit Gupta
Lyrics: Kumaar
Director: Manoj G Jain
Music Label: Bajao Gaana
Ehsaan Faramosh Lyrics
Tujhe Pane Ki Koshisho Mein Maine Khud Ko Kho Diya
Tere Dard Ki Barishon Mein Mere Sang Dil Bhi Ro Diya
Jane Kyun Bin Baat Ki Mujhko Saja De Gaye
Ehsaan Faramosh Tum Mujhko Daga De Gaye
Ehsaan Faramosh Tum Mujhko Daga De Gaye
Sansein Bhi Le Na Saku Aisi Dua De Gaye
Mujhse Mera Cheen Ke Tum Kyun Khuda Le Gaye
Ehsaan Faramosh Tum Mujhko Daga De Gaye
Meri Wafao Ka Tumne Kaisa Sila De Diya
Tumhe Ji Rahe They Tumne Hi Ye Fasla De Diya
Dil Mein Tumhare Koi Aur Tha Phir Bhi Dil Tumse Lagate Rahe
Ham Pass Aate Rahe Raat Din Aur Hamse Tum Door Jate Rahe
Aisa Toda Hamein Aisa Chhoda Hame Jiski Manzil Nahi Wo Rasta De Gaye
Ehsaan Faramosh Tum Mujhko Daga De Gaye
Ehsaan Faramosh Tum Mujhko Daga De Gaye
Sansein Bhi Le Na Saku Aisi Dua De Gaye
Mujhse Mera Cheen Ke Tum Kyun Khuda Le Gaye
Ehsaan Faramosh Tum Mujhko Daga De Gaye
Ho Ho
Written by: Kumaar

No comments:
Post a Comment