Ehsaas Lyrics - Faheem Abdullah & Duha Shah | New Hindi Song 2025
Ehsaas Lyrics is a beautiful song sung by Faheem Abdullah & Duha Shah and presented by the VYRL Originals label. The music for this captivating track Ehsaas has been given by Vaibhav Pani, and Hyder Dar, with heartfelt lyrics penned by Faheem Abdullah & Duha Shah.
Ehsaas Song Details:
Song: Ehsaas
Singers: Faheem Abdullah & Duha Shah
Music: Vaibhav Pani, Hyder Dar
Lyrics: Faheem Abdullah & Duha Shah
Label: VYRL Originals
Ehsaas Lyrics
Naya Naya Ehsaas Hai Tu Jo Mujhko Mila Hai
Nayi Nayi Mulaqaaton Ka Mujhpe Hai Khumaar Ab
Dil Hai Shaad Ke Khattam Hone Ko Hai Yeh Intezaar Ab
Tujhe Milne Ko Hone Laga Tha Dil Beqaraar Ab
Kyun Tha Mujhse Khafa Kya Thi Meri Khata Woah
Tha Kyun Mujh Se Judaa Ab Hai Mujh Se Judaa Jo
Tu Hai Wohi Dil Ne Jisey Apna Kaha Tha
Mai Hun Yahan Tu Hai Kahan
Teri Nazron Ka Dil Pe Hua Hai Asar Tu Mera Mehboob Hai Jaana
Teri Ulfat Mein Jeeta Har Pal Tu Ik Tohfa Hai Khuda Ka
Teri Baaton Mein Araam Hai Ya Teri Awaaz Mein
Kya Jannat Duniya Ke Paar Hai Ya Teri Aankhon Mein
Teri Neendon Ka Ehsaan Hai Hum Khwabon Mein Sath Hain
Jaag Ke Bhi Ab Khumaar Hai Hum Baadalon Ke Paar Hain
Teri Nazron Ka Dil Pe Hua Hai Asar Tu Mera Mehboob Hai Jaana
Teri Ulfat Mein Jeeta Har Pal Tu Ik Tohfa Hai Khuda Ka
Tujhe Paa Ke Jawab Mila Hai Asal Tu Hai Woh Sawaal Khuda Ka
Tu Mila Hai Yeh Meri Dua Ka Asar Tu Mujhse Door Na Jaana
Teri Nazron Ka Dil Pe Hua Hai Asar Tu Mera Mehboob Hai Jaana
Teri Ulfat Mein Jeeta Har Pal Tu Ik Tohfa Hai Khuda Ka
Written by: Faheem Abdullah & Duha Shah

No comments:
Post a Comment