Jai Hanuman Lyrics - Shreya Ghoshal | New Hindi Song 2025
Jai Hanuman Lyrics is a beautiful song sung by Shreya Ghoshal and presented by the Shreya Ghoshal Officials label. The music for this captivating track Jai Hanuman has been given by Kinjal Chatterjee, with heartfelt lyrics penned by Shraddha Pandit. The music video for Jai Hanuman has been skillfully directed by Parasher Baruah.
Jai Hanuman Song Details:
Song: Jai Hanuman
Singers: Shreya Ghoshal
Music: Kinjal Chatterjee
Lyrics: Shraddha Pandit
Director: Parasher Baruah
Music Label: Shreya Ghoshal Officials
Jai Hanuman Lyrics
Tumse baandha bandhan
Tumpe sab arpan
Jai Sankat mochan jai ho
Sabka rakhwala tu
Hey dukh ke bhanjan
Jai Sankat mochan jai ho
Hai jahaan ram ka naam tu bhi wahaan
Hai magan uski bhakti mein tu
Jaane kis roop mein humko mil jaayega
Hai chiranjeevi dharti pe tu
Har kan mein samaya hai tu
Tere charan hain charon dhaam
Bolo jai Hanuman
Banjaaenge sab bigde kaam
Bolo jai Hanuman
Tumse sikha hai na
Bhakt hota hai kya
Moh bin khudko arpit kare
Apne sansaar ka
Kaise uddhar ho
Tumse hum gun yeh arjit karein
Ved purano, ke tum gyaata
Nav Nidhi asht siddhi daata mere
Man se komal hai aur tan se balwaan jo
Anjani ka dulara hai tu
Saari lanka jaladi Siya ke liye
Ram ko sabse pyaara hai tu
Hai Shiva ka hi avtaar tu
Tere charan hain charon dhaam
Bolo jai jai Hanuman
Banjaaenge sab bigade kaam
Bolo jai jai Hanuman
Pawan tanay sankat haran
Mangal murati roop
Ram lakhan Sita sahit
Hriday basahu sur bhoop
Om Pawan sut Hanuman ki jai
Om Siyavar Ram Chandra ki ja
Written by: Shraddha Pandit

No comments:
Post a Comment