Khudaya Ishq Lyrics - Arijit Singh & Shilpa Rao | New Hindi Song 2025
Khudaya Ishq Lyrics is a beautiful song sung by Arijit Singh & Shilpa Rao and presented by the Saregama Music label. The music for this captivating track Khudaya Ishq has been given by Amit Trivedi and Himonshu Parikh, with heartfelt lyrics penned by Kumaar. The music video for Khudaya Ishq has been skillfully directed by Aarti S Bagdi.
Khudaya Ishq Song Details:
Song: Khudaya Ishq
Singers: Arijit Singh & Shilpa Rao
Music: Amit Trivedi and Himonshu Parikh
Lyrics: Kumaar
Director: Aarti S Bagdi
Music Label: Saregama Music
Khudaya Ishq Lyrics
Laakh Sitaron Ki Ek Thi Dua
Dil Pe Tabhi To Zor Na Chala
Khudaya Ishq Re Ishq Re Ishq Re
Khudaya Ishq Hote Hote Ho Gaya
Khudaya Ishq Re Ishq Re Ishq Re
Khudaya Ishq Hote Hote Ho Gaya
Main To Loon Sab Saansein
Ab Tere Naam Ki
Ik Tu Hi Bas Mera
Dunia Kis Kaam Ki
Chadhe Hain Tere Rang
Ke Ab Tere Sang
Ye Laage Mann Mera Jogiya
Khudaya Ishq Hote Hote Ho Gaya
Khudaya Ishq Re Ishq Re Ishq Re
Khudaya Ishq Hote Hote Ho Gaya
Teri Meri Ishq Kahani
Jaise Dariye Ka Behta Paani
Samjhega Na Koi
Hai Ye Baat Ruhaani
Mere Dil Ke Lafz Churake
Kehti Hai Nazar Deewani
Ik Tu Naya Naya Sa
Aur Dunia Lage Puraani
Saari Taarikhon Pe Haq Hai Tera
Aur Kya Main Chahun Tu Hai Mera
Khudaya Ishq Re Ishq Re Ishq Re
Khudaya Ishq Hote Hote Ho Gaya
Main To Loon Sab Saansein
Ab Tere Naam Ki
Ik Tu Hi Bas Mera
Dunia Kis Kaam Ki
Chadhe Hain Tere Rang
Ke Ab Tere Sang
Ye Laage Mann Mera Jogiya
Khudaya Ishq Hote Hote Ho Gaya
Khudaya Ishq Re Ishq Re Ishq Re
Khudaya Ishq Hote Hote Ho Gaya
Written by: Kumaar

No comments:
Post a Comment