Ads Top

Rozaana Lyrics - Akshath | New Hindi Song 2025

Rozaana Lyrics is a beautiful song sung by Akshath and presented by the Akshath label. The music for this captivating track Rozaana has been given by Akshath, with heartfelt lyrics penned by Akshath. The music video for Rozaana has been skillfully directed by Priyangshu SV & Aman Kar. 


Rozaana Lyrics Akshath


Rozaana Song Details: 

Song: Rozaana
Singers: Akshath 
Music: Akshath 
Lyrics: Akshath 
Director: Priyangshu SV & Aman Kar
Music Label: Akshath 

Rozaana Lyrics 

Mere Sapno Apna Bana De
Beeti Yaad’on Se Raate Saja De
Hai Kahin Jo Khushi Lautana
Yaad Aana Rozaana

Mere Apne To Saath Yahaan Hai
Par Tere Bina Baat Kaahan Hai
Kho Gayi Zindagi Lautana
Yaad Aana Rozaana

Yaad Aana Rozaana
Yaad Aana Rozaana

Koi Naa Hai Mila Jo Samjh Saka
Mujhe Jaise Samjhe Tu
Koi Naa Khud Se Kehta Raha
Par Tere Bin Kya Karu

Jitne Bhi Lamhe Aaye
Ab Khud Se Sehna Hai
Duniya To Badle Jaaye
Ab Khud Mein Rehna Hai

Ae Dil Kyun Yeh Har Pal
Tujhe Hi Pukare
Tum Aao Naa Aao Naa
Mushqil Sa Hai Yeh Guzara

Mere Sapno Apna Bana De
Beeti Yaad’on Se Raate Saja De
Hai Kahin Jo Khushi Lautana
Yaad Aana Rozaana

Mere Apne To Saath Yahaan Hai
Par Tere Bina Baat Kaahan Hai
Kho Gayi Zindagi Lautana
Yaad Aana Rozaana

Tum Naa Ho Paas Mere Jo
Iss Baat Ki Maafi Hai
Tum Naa Hokar Jitne Ho
Utna Bhi Kaafi Hai

Yaad’on Se Hai Ab Yaari
Dosti Hai Khwaab’on Se
Rishta To Hai Abhi Baaki
An-Kahi Wo Baat’on Se

Ae Dil Kyun Yeh Har Pal
Tujhe Hi Pukare
Tum Aao Naa Aao Naa
Mushqil Sa Hai Yeh Guzara

Mere Sapno Apna Bana De
Beeti Yaad’on Se Raate Saja De
Hai Kahin Jo Khushi Lautana
Yaad Aana Rozaana

Mere Apne To Saath Yahaan Hai
Par Tere Bina Baat Kaahan Hai
Kho Gayi Zindagi Lautana
Yaad Aana Rozaana

Yaad Aana Rozaana
Yaad Aana Rozaana

Written by: Akshath 


Rozaana Music Video



No comments:

Powered by Blogger.