Ads Top

Yaad Aati Hai Lyrics - Reena Mehta & Abhijeet Bhattacharya | New Hindi Song 2025

Yaad Aati Hai Lyrics is a beautiful song sung by Reena Mehta & Abhijeet Bhattacharya and presented by Zee Music Company label. The music for this captivating track Yaad Aati Hai has been given by Ayaan Makwana, with heartfelt lyrics penned by Niranjan Bhudhadhara. The music video for Yaad Aati Hai has been skillfully directed by Nadeem Ansari. 


Yaad Aati Hai Lyrics Reena Mehta & Abhijeet Bhattacharya New Hindi Song 2025


Yaad Aati Hai Song Details: 

Song: Yaad Aati Hai
Singers: Reena Mehta & Abhijeet Bhattacharya
Music: Ayaan Makwana
Lyrics: Niranjan Bhudhadhara
Director: Nadeem Ansari
Music Label: Zee Music Company

Yaad Aati Hai Lyrics 

Teri Yaad Aati Hai Mujhko Satati Hai
Teri Yaad Aati Hai Mujhko Satati Hai
Tanhai Mein Har Pal Mujhko Kya Khoob Rulati Hai

Laut Ke Aao Na Janewale Laut Ke Aao Na Janewale
Bin Tere Mujhko Kya Karun Saansein Nahi Aati Hai
Saansein Nahi Aati Hai

Jab Sath Mein They Tum Koi Kami Nahi Thi Tab
Tum Door Huye Mujhse Koi Chaah Nahi Hai Ab
Aashiqui Mein Jis Tarah Se Hai Pyar Nibhaya Tumne
Ishq Mein Jite Hai Kaise Bataya Tha Tumne
Juda Hone Ke Baad Bhi Kahani Hamari Har Juba Batati Hai

Teri Yaad Aati Hai Mujhko Satati Hai
Tanhai Mein Har Pal Mujhko Kya Khoob Rulati Hai
Wo Pyar Ke Do Pal Mein Bhool Nahi Sakta
Bin Tere Sanam Mujhko Koi Aur Nahi Jachda

Tere Bin Lagti Hai Juthi Sari Duniya Mujhko
Jiyu Kaise Tere Bin Bata Dena Tu Mujhko
Juda Hone Ke Baad Bhi Kahani Hamari Har Juba Batati Hai

Teri Yaad Aati Hai Mujhko Satati Hai
Tanhai Mein Har Pal Mujhko Kya Khoob Rulati Hai
Laut Ke Aao Na Janewale Laut Ke Aao Na Janewale
Bin Tere Mujhko Kya Karun Saansein Nahi Aati Hai
Saansein Nahi Aati Hai

Saansein Nahi Aati Hai

Written by: Niranjan Bhudhadhara


Yaad Aati Hai Music Video



No comments:

Powered by Blogger.