Aajao Na Lyrics - Sakshi Holkar | New Hindi Song 2025
Aajao Na Lyrics is a beautiful song sung by Sakshi Holkar and presented by the Zee Music Company label. The music for this captivating track Aajao Na has been given by Raees & Zain-Sam, with heartfelt lyrics penned by Vikki Nagar. The music video for Aajao Na has been skillfully directed by Feroz Khan.
Aajao Na Song Details:
Song: Aajao Na
Singers: Sakshi Holkar
Music: Raees & Zain-Sam
Lyrics: Vikki Nagar
Director: Feroz Khan
Music Label: Zee Music Company
Aajao Na Lyrics
Tumne Wada Kiya Tha Chandani Raat Mein
Mujhse Milne Tum Aaoge Aajao Na
Tumne Wada Kiya Tha Chandani Raat Mein
Mujhse Milne Tum Aaoge Aajao Na
Baarishein Aa Gayi Aur Tum Na Mile
Main Akeli Magar Bheegti Reh Gayi
Tumne Mujhse Kaha Tha Beege Barsat Mein
Mere Gale Lag Jaoge Aajao Na
Tumne Wada Kiya Tha Chandani Raat Mein
Mujhse Milne Tum Aaoge Aajao Na
Aa Bhi Jao Pyas Jagne Lagi
Pani Mein Aag Lagne Lagi
Aa Bhi Jao Pyas Jagne Lagi
Pani Mein Aag Lagne Lagi
Main Kaha Hosh Mujhko Nahi
Tum Milo Chain Aa Jayega
Neend Bhi Aa Gayi Door Tak Tum Nahi
Raat Bhar Khaab Main Dekhti Reh Gayi
Tumne Mujhse Kaha Tha
Baat Hi Baat Mein
Mere Khaabon Mein Aaoge Aajao Na
Tumne Wada Kiya Tha Chandani Raat Mein
Mujhse Milne Tum Aaoge Aajao Na
Baarishein Aa Gayi Aur Tum Na Mile
Main Akeli Magar Bheegti Reh Gayi
Tumne Mujhse Kaha Tha Beege Barsat Mein
Mere Gale Lag Jaoge Aajao Na
Tumne Wada Kiya Tha Chandani Raat Mein
Mujhse Milne Tum Aaoge Aajao Na
Written by: Vikki Nagar

No comments:
Post a Comment