Ads Top

Ansoo Lyrics - Amit Mishra | New Hindi Song 2025

Ansoo Lyrics is a beautiful song sung by Amit Mishra and presented by Panorama Music Label. The music for this captivating track Ansoo has been given by Shivram Parmar, with heartfelt lyrics penned by Ajay Waghela. The music video for Ansoo has been skillfully directed by Sumeet Saahil.


Ansoo Lyrics Amit Mishra


Ansoo Song Details: 

Song: Ansoo
Singers: Amit Mishra
Music: Shivram Parmar
Lyrics: Ajay Waghela
Director: Sumeet Saahil
Music Label: Panorama Music

Ansoo Lyrics 

Meri Aankho Se Jo Bathe Hai Ansoo
Wo Pani Nahi Hai Hai Dil Ka Lahoo
Meri Aankho Se Jo Bathe Hai Ansoo
Wo Pani Nahi Hai Hai Dil Ka Lahoo

Tune Tode Hai Sapne Kyun Choda Hai Sath Mera
Tune Tode Hai Sapne Kyun Choda Hai Sath Mera
Ab Kaise Yakin Tujh Pe Karu Ho

Mila Jo Mujhe Tu Yun Tha Laga
Jaise Khoye Musafir Ko Manzil Mil Gayi
Berang Thi Meri Zindagi Tujhe Pake to Khushiyo Ki Barish Mil Gayi
Phir Kyun Aisa Hua Waqt Kyun Aisa Aaya
Chodkar Chal Diye Tum Apno Ko

Tune Tode Hai Sapne Kyun Choda Hai Sath Mera
Tune Tode Hai Sapne Kyun Choda Hai Sath Mera
Ab Kaise Yakin Tujhpe Karu

Saja Ke Teri Raah Foolon Se Hum
Khud Kaanton Ki Raahon Pe Chalte Rahe
Jala Ke Khusiyan Khud Ki Sanam
Tere Daman Ko Khushiyon Se Bharte Rahe

Tod Ke Dil Ko Mere Bhul Gaye Kasme Vade
Chod Kar Chal Diye Tum Apno Ko

Tune Tode Hai Sapne Kyun Choda Hai Sath Mera
Tune Tode Sapne Kyun Choda Hai Sath Mera
Ab Kaise Yakin Tujhpe Karu

Tere Ishq Mein Yun Bikhra Sanam
Ab Kabhi Na Mein Jud Paunga Tujhse O Bewafa
Zakhm Dil Mein Jo Dekhe to
Khuda Ne Kaha Zakhmo Ko Na Mein Bhar Paunga

Jala Ke Sapne Mere
Rula Ke Aise Mujhko
Chod Kar Chal Diye Tum Apno Ko

Written by: Ajay Waghela


Ansoo Music Video



No comments:

Powered by Blogger.