Galiyon Ke Ghalib Lyrics - Badshah | New Hindi Song 2025
Galiyon Ke Ghalib Lyrics is a beautiful song sung by Badshah and presented by Badshah Label. The music for this captivating track Galiyon Ke Ghalib has been given by Hiten, with heartfelt lyrics penned by Badshah. The music video for Galiyon Ke Ghalib has been skillfully directed by PIYUSH - SHAZIA.
Galiyon Ke Ghalib Song Details:
Song: Galiyon Ke Ghalib
Singer: Badshah
Music: Hiten
Lyrics: Badshah
Director: PIYUSH - SHAZIA
Music Label: Badshah
Galiyon Ke Ghalib Lyrics
Karde Kamaal Ab
Bichade Jaana Akhiyon Ka Jaal Ab
Hue Saal Ab
Aise Na Tu Taal Ab
Dekho Meri Haalat
Banaaya Tune Ghalib
Hum Galiyon Ke Ghalib
Hum Galiyon Ke Ghalib
Hum Galiyon Ke Ghalib
Galiyon Ke Ghalib Kawal Jaise Talib
Badboyshah Baby Naam Pe Hi Kalik
Hone Vale Shohar Tere Game Ke Hain Walid
Niche Hai Cullinan Kyuki Upar Vala Malik
Thik Nahi Hum Sab Kharab Kar Dete
Pani Hath Me Pakadte Sharab Kar Dete
Anhoni Honi Haani Laabh Kar Dete
Aate Maidan Mein to Saaf Kar Dete
Hum Pe Bhi Nazrein Daalo to Sahi
Fehmiyan Galat Kuch Paalo to Sahi
Jaise Tum Girti Latein Sambhaalon
Hum Jaise Gire Hue Ko Bhi to Sambhalo to Sahi
Hum Tere Baki Ke Deewanon Mein Nahi
Pagalon Main Aate Hain Sayano Mein Nahi
Pata Hai Ye Saare Zamaane Ko
Hum Jaisa Aashiq Milega Zamaanon Mein Nahi
Karde Kamaal Ab
Bichade Jaana Akhiyon Ka Jaal Ab
Hue Saal Ab
Aise Na Tu Taal Ab
Dekho Meri Haalat
Banaaya Tune Ghalib
Hum Galiyon Ke Ghalib
Hum Galiyon Ke Ghalib
Hum Galiyon Ke Ghalib
Best in the Game Inke Hath Nai Aata
Aaj Tak Bajaana Koi Saaz Nai Aata
Last Mein Aata Hun Main Last Nai Aata
Wo Kya Hai Na Mohtarma Main Baaz Nai Aata
Mooh Lagne Wale Ne Mooh Ki Khai Meri Jaan
Kalai Pe Karod Hai Poora Dhai Meri Jaan
Syllabus Ke Bahar Ki Cheez Hun
Main Wo Chahe Jitni Bhi Karlein Padhai Meri Jaan
Tune Bhi Machai Hai Tabahi Meri Jaan
Toote Hue Dil De Gawahi Meri Jaan
Bol Na Chahe Gardan Hi Hilaade
Meri Jaan Nikalne Pe Aayi Meri Jaan
Karde Kamaal Ab
Bichade Jaana Akhiyon Ka Jaal Ab
Hue Saal Ab
Aise Na Tu Taal Ab
Dekho Meri Haalat
Banaaya Tune Ghalib
Hum Galiyon Ke Ghalib
Hum Galiyon Ke Ghalib
Hum Galiyon Ke Ghalib
Written by: Badshah

No comments:
Post a Comment