Ads Top

Hoor Lyrics - Samar Jafri | New Song 2025

Hoor Lyrics is a beautiful song sung by Samar Jafri and presented by Samar Jafri label. The music for this captivating track Hoor has been given by Samar Jafri, with heartfelt lyrics penned by Samar Jafri.


Hoor Lyrics  Samar Jafri


Hoor Song Details: 

Song: Hoor
Singers: Samar Jafri
Music: Samar Jafri
Lyrics: Samar Jafri
Label: Samar Jafri

Hoor Lyrics 

Main Ne Dekha Tha Usko
Jahan Baitha Tha Kal Ko
Hoor Jaisi Woh Dikhti Kyun
Nazarain Na Hattin

Humne Bhi Kuch Na Kaha
Usne Bhi Na Dekha Kaha
Baatein Dilon Ki Jo Reh Gayi
Ye Hai Kahani Us Roz Ki

Yeh Jo Kahani Hai
Jo Humari Hogi Kabhi Na Poori
Baatein Humari Jo Na Kahi Thi
Reh Gayi Hai Woh Adhoori

Aa… Mehsoos Mujhko Jo Tha Hua 
Kaise Karun Lafzon Se Bayaan
Dil Mein Jo Tha Woh Na Keh Saka
Milke Bhi Tujh Se Na Mil Saka

Aisi Koi Be-Basi Meri Jo Saamne Thi
Phir Bhi Meri Kyun Na Tum Ho Saki
Kismat Meri Khel Rahi Thi
Majboori Se Meri

Nazarain Humari Jo Na Mili Thi
Yehi Taqdeer Thi Meri
Baatein Humari Jo Na Kahi Thi
Reh Gayi Hai Woh Adhoori
Yeh Jo Kahani Hai
Jo Humari Hogi Kabhi Na Poori


Written by: Samar Jafri


Hoor Music Video



No comments:

Powered by Blogger.