Pighal Ke Panahon Mein Lyrics - Shaan & Neeti Mohan | New Hindi Song 2025
Pighal Ke Panahon Mein Lyrics is a beautiful song sung by Shaan & Neeti Mohan and presented by the Panorama Music label. The music for this captivating track Pighal Ke Panahon Mein has been given by Monty Sharma, with heartfelt lyrics penned by Monty Sharma & Sanchari Sengupta. The music video for Pighal Ke Panahon Mein has been skillfully directed by Prince Dhiman.
Pighal Ke Panahon Mein Song Details:
Song: Pighal Ke Panahon Mein
Singers: Shaan & Neeti Mohan
Music: Monty Sharma
Lyrics: Monty Sharma & Sanchari Sengupta
Director: Prince Dhiman
Music Label: Panorama Music
Pighal Ke Panahon Mein Lyrics
Ho Pighal Ke Panahon Mein
Pighal Ke Panahon Mein
Ghul Jaaun Teri Baahon Mein
Ghul Jaaun Teri Baahon Mein
Jeevane Prem-nu Madhur Geeton Gavaa
Haan Geeton Gavaa
Sunn Sunn
Sunn Sunn
Namm Hai Yeh Zubaan
Thamm Sa Gaya Aasmaan
Dhadkan Mein Basa Hai Tera Aashiyan
Namm Hai Yeh Zubaan
Thamm Sa Gaya Aasmaan
Dhadkan Mein Basa Hai Tera Aashiyan
Surmai Shaam Ke Aanchal Mein
Behti Hawa Ho Tum
Ho Pighal Ke Panahon Mein
Ghul Jaaun Teri Baahon Mein
Pighal Ke Panahon Mein
Ghul Jaaun Teri Baahon Mein
Aankhon Par Shabnami Palkon Ka Pehra
Hmm Aan Haan
Honthon Ki Muskaan Haseen Sa Chehra
Hmm Aan Haan
Haan Teri Sadgi Mein Koi Raaz Gehra
Main Hoon Raat Khoi Si
Tu Raushan Savera
Lahoo Ke Behte Toofanon Mein
Ek Ho Tum
Pighal Ke Panahon Mein
Ghul Jaaun Teri Baahon Mein
Pighal Ke Panahon Mein
Ghul Jaaun Teri Baahon Mein
Written by: Monty Sharma & Sanchari Sengupta

No comments:
Post a Comment