Tu Saath Hai Toh Lyrics - Vishal Mishra | New Hindi Song 2025
Tu Saath Hai Toh Lyrics is a beautiful song sung by Vishal Mishra and presented by T-Series Label. The music for this captivating track Tu Saath Hai Toh has been given by Mithoon, with heartfelt lyrics penned by Sayyed Quadri. The music video for Tu Saath Hai Toh has been skillfully directed by B2gether Pros.
Tu Saath Hai Toh Song Details:
Song: Tu Saath Hai Toh
Singer: Vishal Mishra
Music: Mithoon
Lyrics: Sayyed Quadri
Director: B2gether Pros
Music Label: T-Series
Tu Saath Hai Toh Lyrics
Bechain Si Lehr’on Ko
Saahil Koi Mila
Tujhse Mulaqat Mein
Har Waqt Yeh Laga
Tu Saath Hai Toh
Jeene Ke
Kabil Hai Yeh Jahaan
Tu Saath Hai Toh
Jeene Ke
Kabil Hai Yeh Jahaan
Tera Karam Hai Zindagi Mein
Shamil Mujhe Kiya
Tere Bina Kar Raha Tha
Rashm-E-Zingadi Adaa
Tere Bina Kar Raha Tha
Rashm-E-Zingadi Adaa
Haan Ban Gaya Fir
Teri Khaatir
Manzil Ka Tu Pata
Tu Saath Hai Toh
Jeene Ke
Kabil Hai Yeh Jahaan
Tu Paas Ho Toh
Sukoon Dil Ke
Paas Hota Hai
Unhi Lamho Ka
Har Ek Lamha
Khaas Hota Hai
Haan Tujhse Milke Hota Hoon
Jis Pal Bhi Main Judaa
Haan Tujhse Milke Hota Hoon
Jis Pal Bhi Main Judaa
Mere Zehen Mein
Hai Reh Jaati
Katil Teri Adaa
Tu Saath Hai Toh
Jeene Ke
Kabil Hai Yeh Jahaan
Tu Saath Hai Toh
Jeene Ke
Kabil Hai Yeh Jahaan
Kaabil Hai Yeh Jahaan
Kaabil Hai Yeh Jahaan
Maahi Mere Maahi Mere
Sunle Sadayein
Lafzon Mein Jo Dhal Ke
Zubaan Pe Naa Aaye
Kaabil Hai Yeh Jahaan
Tujhko Hi Safar Mein
Chaahe Meri Baahein
Maahi Mere Maahi Mere
Sunle Sadayein
Kaabil Hai Yeh Jahaan
Maahi Mere Maahi Mere
Sunle Sadayein
Lafzon Mein Jo Dhal Ke
Zubaan Pe Naa Aaye
Maahi Mere Maahi Mere
Sunle Sadayein
Tu Saath Hai Toh
Jeene Ke
Kabil Hai Yeh Jahaan
Written by: Sayyed Quadri

No comments:
Post a Comment