Ads Top

Zamaana Lage Lyrics - Arijit Singh & Shashwat Singh | Metro In Dino 2025

Zamaana Lage Lyrics is a beautiful song from the new movie Metro In Dino 2025 sung by Arijit Singh & Shashwat Singh and presented by T-Series label. The music for this captivating track Zamaana Lage has been given by Pritam, with heartfelt lyrics penned by Devshi Khanduri. The music video for Zamaana Lage has been skillfully directed by Anurag Basu.


Zamaana Lage Lyrics Arijit Singh & Shashwat Singh Metro In Dino 2025


Zamaana Lage Song Details:  

Song: Zamaana Lage
Movie: Metro In Dino 2025
Singers: Arijit Singh & Shashwat Singh
Music: Pritam
Lyrics: Qaisar Ul Jafri
Director: Anurag Basu
Music Label: T-Series

Zamaana Lage Lyrics 

Tumhare Shehar
Ka Mausam
Bada Suhaanaa Lage

Main Ek Shaam
Chura Loon
Agar Bura Naa Lage

Tumhare Bas Mein
Agar Ho To
Bhool Jaao Humein

Tumhe Bhulane Mein Shayad Mujhe
Zamaana Lage

Zamaana Lage Zamaana Lage
Tumhe Bhulane Mein
Mujhe Zamaana Lage

Maana Meri Hi Khata Hai
Is Dafaa
Kal Humpe Jo Fidaa Tha
Ab Khafaa

Yun Hi Naa Be-Rukhi
Rag Yun Hi Naa Dukhi
Dard Seene Mein Uth Raha Hai
Baar Haan

Tu Is Tarah Se
Mere Saath
Bewafai Kar

Tu Is Tarah Se
Mere Saath
Bewafai Kar

Ke Tere Baad
Mujhe Koi
Bewafaa Naa Lage

Zamaana Lage Zamaana Lage
Tumhe Bhulane Mein
Mujhe Zamaana Lage


Written by: Qaisar Ul Jafri


Zamaana Lage Music Video



No comments:

Powered by Blogger.