Affair Lyrics - Khesari Lal Yadav, Shradha Mishra & Sachin - Jigar | Maalik 2025
Affair Lyrics is a beautiful song from the new movie Maalik 2025 sung by Khesari Lal Yadav, Shradha Mishra & Sachin - Jigar and presented by the Tips Official label. The music for this captivating track Affair has been given by Sachin-Jigar, with heartfelt lyrics penned by Pranav Vatsa. The music video for Affair has been skillfully directed by Pulkit.
Affair Song Details:
Song: Affair
Movie: Maalik 2025
Singers: Khesari Lal Yadav, Shradha Mishra & Sachin - Jigar
Music: Sachin-Jigar
Lyrics: Amitabh Bhattacharya
Director: Pulkit
Music Label: Tips Official
Affair Lyrics
Baatein Karne Mein Busy
Sara Sheher Ho Gaya
Shaher Ho Gaya
Tera Mera Jab Se
Affair Ho Gaya
Baatein Karne Mein Busy
Sara Sheher Ho Gaya
Tera Mera Jab Se
Affair Ho Gaya
↔
Raaton Raat Mash'hoor
Apna Pair Ho Gaya
Tera Mera Jab Se
Affair Ho Gaya
Seedha Laila Majnu Se
Compare Ho Gaya
Compare Ho Gaya
Tera Mera Jab Se
Affair Ho Gaya
Afwaahein Hoti Nahi Jinke Bhi Naam Ki
Aise Premiyon Ki Jodi
Bolo Kis Kaam Ki
Logon Ki Padi Ho Jinhe Karenge Vo Pyar Kya
Pyar Jo Karein Vo Kahan Sochein Anjaam Ki
Sochein Anjaam Ki Naa Sochein Anjaam Ki
Mera Toota Phoota Dil Ye
Repair Ho Gaya
Repair Ho Gaya
Tera Mera Jab Se
Tera Mera Jab Se Affair Ho Gaya
Baatein Karne Mein Busy
Sara Sheher Ho Gaya
Tera Mera Jab Se
Affair Ho Gaya
Raaton Raat Mash'hoor
Apna Pair Ho Gaya
Tera Mera Jab Se
Affair Ho Gaya
Seedha Laila Majnu Se
Compare Ho Gaya
Compare Ho Gaya
Tera Mera Jab Se
Affair Ho Gaya
Written by: Amitabh Bhattacharya

No comments:
Post a Comment