Main Teri Hoon Lyrics - Ahaan | New Hindi Song 2025
Main Teri Hoon Lyrics is a beautiful song sung by Ahaan presented by the White Hill Beats label. The music for this captivating track Main Teri Hoon has been given by Bombstar Prince, with heartfelt lyrics penned by Ahaan. The music video for Main Teri Hoon has been skillfully directed by Mohit Kapoor.
Main Teri Hoon Song Details:
Song: Main Teri Hoon
Singers: Ahaan
Lyrics: Ahaan
Music: Bombstar Prince
Director: Mohit Kapoor
Music Label: White Hill Beats
Main Teri Hoon Lyrics
Teri Ankho Pe Marte Hai Hum
Bas Teri Baatein Karte Hai Hum
Ke Tujhko Gale Se Lagana Hai
Laga Kar Gale Se Batana Hai
Ke Main Teri Hu Ha Main Teri Hu
Mujhse Baatein Kiya Karna
Ke Main Teri Hu Ha Main Teri Hu
Mujhse Aise Tu Rutha Karna
Tere Hone Se Jana
Meri Saansein Chalti Hai
Tere Siwa Mera Koi Aur Na
Dil Lagta Nahi Tere Bin Meri Jana
Itna Gussa Na Kar Tu Sohneya
Aise Muh Tu Fula Na
Itne Nakhre Dikha Na
Ab Maan Bhi Ja Sohneya
Tujhpe Gussa Nai Karungi
Teri Sari Baatein Manungi Main
Maaf Bhi Karde Na
Ke Main Teri Hu Ha Main Teri Hu
Mujhse Baatein Kiya Karna
Ke Main Teri Hu Ha Main Teri Hu
Mujhse Aise Tu Rutha Karna
Hath Pakad Ke Chalta Hai Jab Tu
Lagti Hai Duniya Haseen
Tere Liye Main Jaan Bhi Dedu
Ek Vari Keh to Sahi
Ke Tujhko Gale Se Lagana Hai
Laga Kar Gale Se Batana Hai
Ke Main Teri Hu Ha Main Teri Hu
Mujhse Baatein Kiya Kar Na
Ke Main Teri Hu Ha Main Teri Hu
Mujhse Aise Tu Rutha Karna
Ke Main Teri Hu Ha Main Teri Hu
Mujhse Baatein Kiya Karna
Ke Main Teri Hu Ha Main Teri Hu
Mujhse Aise Tu Rutha Karna
Written by: Ahaan

No comments:
Post a Comment